Friday, March 28, 2008

Yuun Shabnami Pehle Nahi Thi Chaandani

Yuun Shabnami Pehle Nahi Thi Chaandani
Movie : Saawariya
Singer: Parthiv Gohil
Director of music: Monty Sharma
Lyricist: Sameer

song:

(yuun shabnami pehle nahi thi chaandani
chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
woh churaane laga hai nazar) - 2
yuun shabnami.......

dekho chaand aaya, chaand nazar aaya - 3
aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya
haanji aaya aaya aaya sharmaaya
tu bhi aaja saawariya
aaya aaya aaya dekho chaand nazar woh aaya
dekho chaand nazar dekho dekho ji chaand nazar woh aaya
sharmaaya aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya

dheere dheere aake hawa gungunaake har khabar de tumhaari
kaisa yeh nasha hai, nazar mein ghula hai har ghadi hai khumaari
nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar, gumsum nazar jaayein kidhar
kho gaye tujhme hum iss kadar
yuun shabnami pehle nahi thi chaandani - 2
chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
woh churaane laga hai nazar
yuun shabnami.......

saawariya

Thode Badmaash Ho Tum


Thode Badmaash Ho Tum
Movie : Saawariya
Singer: Shreya Ghoshal
Director music: Monty Sharma
Lyricist: Sameer
song:
(thode badmaash ho tum, thode naadaan ho tum - 2
haan magar yeh sach hai hamaari jaan ho tum) - 2

meri saanson ki chhankaar ho tum, mera sola singaar ho tum
meri aanhon ka intzaar ho tum, mera imaan meri shaan mera maan ho tum
thode beimaan ho tum, thode shaitaan ho tum - 2
haan magar yeh sach hai mere bhagwaan ho tum
thode mm mm mm mm mm.... naadaan ho tum
mm mm mm mm mm.... aa aa aa aa.......
badmaash