Friday, March 28, 2008

Yeh Nigaahein Jhuki Jhuki

Yeh Nigaahein Jhuki Jhuki
Movie : Khoya Khoya Chand
Singer(s): Antara Choudhary, Sonu Nigam
Music Director: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire

song:

(yeh nigaahein nigaahein nigaahein jhuki jhuki
apani aahein labon ki hadon par ruki ruki) - 2
haay mehfil mehfil kyun deewaana, yeh parwaana ghumata hai
jal jaayega jaanata hai, toh kyun shama ko chumata hai

yeh nigaahein nigaahein nigaahein jhuki jhuki
khubsurat si surat hai inamein basi basi

ki sharabati in aankhon basa hai kaun bolo
ke bolo na palak utha ke raaj-e-dil toh kholo
jo tum nahi toh ghum nahi, shamaaye bhi toh kam nahi
kal honge hum nahi
yeh nigaahein nigaahein nigaahein jhuki jhuki
apani aahein labon ki hadon par ruki ruki
mehfil mehfil yeh deewaana, parwaana ghumata hai
jal jaayega jaanata hai, par shama ko chumata hai

(nazar mili toh ek keher sa banke toot legi
yeh khwaahishein hai aake sarhadon ko tod dengi) - 2
jaaona aji jaao bhi ja ja jaaona aji jaao bhi
jindagi mein waise bhi ghum koi kam nahi
yeh nigaahein nigaahein nigaahein jhuki jhuki
khubsurat si surat hai inamein basi basi
mehfil mehfil yeh deewaana, parwaana ghumata hai
jal jaayega jaanata hai, par shama ko chumata hai
yeh nigaahein nigaahein nigaahein jhuki jhuki
apani aahein labon ki hadon par ruki ruki
mehfil mehfil yeh deewaana, parwaana ghumata hai
jal jaayega jaanata hai, par shama ko chumata hai

Thirak Thirak Jaane De Kadam

Thirak Thirak Jaane De Kadam
Movie : Khoya Khoya Chand
Singer(s): Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Lyricist: Swanand Kirkire
music director: Shantanu Moitra
song:

(thirak thirak thirak thirak thirak jaane de kadam
ho behak behak behak behak behak jaane de kadam
chal na aaj had se gujar jaye hum, (thirakte behkate nikal jaye dum-2)
mar jaaye marke bhi ji jaaye hum) - 2
thirak thirak thirak thirak (thirak jaane de kadam - 3)
behak behak behak behak (behak jaane de kadam - 3)

yeh ishq ke andhere humein raas aaye the
andheron mein hi hum tum paas aaye the
wafa ke jafa ke geet gaaye the
kiye the karan kuchh sitam bhi dhaaye the
kaise bhulaaye sitam o karam, kaise bhulaaye woh khushiya woh ghum - 2
thirak thirak thirak thirak (thirak jaane de kadam - 3)
behak behak behak behak (behak jaane de kadam - 3)

kabhi the sahi hum, kabhi the galat, thi manjil wahi raastein alag
ikraar ka ik lamha mila, use lamha rootha woh jaalim wakht
kaise bhulaaye sitam o karam, kaise bhulaaye woh khushiya woh ghum - 2
kaise bhulaaye sitam o karam, kaise bhulaaye woh khushiya woh ghum - 2
thirak thirak thirak thirak thirak jaane de kadam
behak behak behak behak behak jaane de kadam
chal na aaj had se gujar jaye hum, (thirakte behkate nikal jaye dum-2)
mar jaaye marke bhi ji jaaye hum - 2

kyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil
kyun apane aap se khafa khafa jara jaraasa naaraaj hai dil
yeh manjilein bhi khudahi tay kare, yeh faasalein bhi khudhi tay kare
kyu toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
thirak thirak thirak thirak (thirak jaane de kadam - 3)
behak behak behak behak (behak jaane de kadam - 3)

Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhun

Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhun
Movie : Khoya Khoya Chand
Singer(s): Pranab Biswas, Shreya Ghoshal
Music Director: Shantanu Moitra

song:

(sargam: sa re ga ma pa dha ni sa)
sakhi piya ko jo main na dekhun toh kaise kaate andheri ratiya
sakhi...............
piya.............. ko
jo main na dekhun, toh kaise kaate andheri ratiya
(sargam)
khoyi main khoyi main jaagi na soyi main baawari
saanware raina sataaye re chaina na bhaaye tu aa re
aa jaa re piya haari main haari
apane jiya se karuun batiyaan, batiyaan
aaja re piya, aasuwan kaajal se likhein pattiyaan, pattiyaan
sakhi piya ko jo main na dekhun, jo main na dekhun
toh kaise -2, katein andheri ratiyaan
(sargam)


O Re Paakhi

O Re Paakhi
Movie : Khoya Khoya Chand
Singer: Sonu Nigam
Music Director: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire
song: o re paakhi, o re paakhi kaisa yeh tera fasaana
dhundein hai kyun daari daari har pal ik naya thikaana
o re paakhi, o re paakhi kis des tujhe hai jaana
o re paakhi achcha nahi yuun dard ko aajmaana
o re paakhi, o re paakhi kaisa yeh tera fasaana
dhundein hai kyun daari daari har pal ik naya thikaana
iss deewaane dil ne bhi julm yeh kya gajab kiya
beintaha tha jinse pyaar beintaha unhe ghum diya
kaisa tha dil ka nazraana, o re paakhi, o re paakhi
o re paakhi, o re paakhi kaisa yeh tera fasaana
dhundein hai kyun daari daari har pal ik naya thikaana
o re paakhi, o re paakhi kis des tujhe hai jaana
o re paakhi achcha nahi yuun dard ko aajmaana
aankhon ne phir ishaaron se bheja hai ik paigaam sun
kap kapaate honthon ne gaayi hai ik nayi si dhun
tufaan mein julfon ka aashiyaana, o re paakhi, o re paakhi

Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein

Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein
Movie : Khoya Khoya Chand
Singer: Hamsika Iyer
Music Director: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire
song: khushboo sa woh meri saason mein bas jaayega
ek nasha sa banke meri jindagi pe chha jaayega
karuun intzaar, mera yaar kab aayega
yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega
bujh gayi hai shama, aake phir jalaayega
kab talak mere bin kaho use raha jaayega
husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega
karuun intzaar, mera yaar kab aayega
woh julmi sitamgar kab pachhtaayega
yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega
aaja aaja woh deewaane aaja, ek duje mein kho jaaye hum
duniya mein jitne ghum hai pyaare, hai sabse pyaara muhabbat ka ghum
jindagi bewafa aaj hai kal nahi
raat jo dhal gayi, tum nahi aur hum bhi nahi
husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega
karuun intzaar, mera yaar kab aayega
woh julmi sitamgar kab pachhtaayega
yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega

Chale Aao Saiyaan

Chale Aao Saiyaan
Movie : Khoya Khoya Chand
Singer: Shreya Ghoshal
Music Director: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire
song: chale aao saiyaan, paru main tohri paiyaan
paru main tohri paiyaan, chale aao saiyaan
chale aao saiyaan, (paru main tohri paiyaan - 2)
diye ki main baati, (jal jal main mari aa - 2)
chale aao saiyaan
humko raajaaji, saiyaanji aji nind nahi aaye
tum baithe kothi pe, bangale pe mehfil sajaaye
haay meri suatan pe gaanj gir jaaye
haay meri saiyaan pe aanch nahi aaye
salwat dar salwat dar salwat se jariya na bhaaye
karwat dar karwat ha karwat (birha sataaye - 4) saiyaan
chale aao saiyaan, (padu main tohri paiyaan - 2)
diye ki main baati, (jal jal main mari aa - 2)
chale aao saiyaan - 3
jhumaka, mera tika, mera kangana sautaniya ko bhaaye
meri chunar, meri mundar, meri paayal bairan liye jaaye
haay meri suatan pe gaanj gir jaaye
haay meri saiyaan pe aanch nahi aaye
(barbas ha barbas ha barbas yeh nain chhlak jaaye
bebas ha bebas ha bebas hum kaho kaha jaaye) - 2
salwat dar salwat dar salwat se jariya na bhaaye
karwat dar karwat ha karwat (birha sataaye - 4) saiyaan