Friday, March 28, 2008

Khwaja Mere Khwaja Dil Mein Sama Ja

Khwaja Mere Khwaja Dil Mein Sama Ja
Movie : Jodhaa Akbar
Singer: A R Rahman
music director: A R Rahman
Lyricist: Javed Akhtar
song: khwaja ji... khwaja
khwajaji ee ee ee ... khwaja ji, khwaja ji.......
ya gharib nawaj - 4 (ya moinuddin)
ya gharib nawaj, ya moinuddin, (ya khwaja ji ee ee ...- 5)
(khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
shaaho ka shaah too, ali ka dulaara) - (2)
khwaja mere khwaja, dil mein sama ja - (2)
bekaso ki takdir tune hai sawari - (2)
khwaja mere khwaja
tere darbar mein khwaja noor toh hai dekha aa aa aa.....
tere darbar mein khwaja sar jhuka te hai auliya
too hai unaalwali khwaja, rutba hai pyara
chaahane se tujhko khwaja ji mustafa ko paya
khwaja mere khwaja (khwaja, khwaja), dil mein sama ja (aa ja khwaja)
shaaho ka shaah too, ali ka dulaara
mere peer ka sadka -2
hai mere peer ka sadka, tera daaman hai thama
khawajaji ee ee ee.......
tali har bala hamaari, chhaaya hai khumar tera
jitna bhi rashk kare beshak, toh kam hai ai mere khwaja
tere kadmo ko mere rehnuma nahi chhodna gawaara
(khwaja mere khwaja (khwaja, khwaja), dil mein sama ja (sama ja -2)
shaaho ka shaah too, ali ka dulaara) - (2)
(khwaja mere khwaja -2 dil mein sama ja) - (2)
(bekaso ki takdir, (tune hai sawari -2)) - (2)
khwaja mere khwaja, dil mein sama ja (khwaja ji)
shaaho ka shaah too, ali ka dulaara (khwaja ji)
khwaja ji, khwaja ji, khwaja ji, khwaja ji..........

Kehne Ko Jashn-E-Bahaara Hai

Kehne Ko Jashn-E-Bahaara Hai
Movie : Jodhaa Akbar
Singer: Javed Ali
Music Director: A R Rahman
Lyricist: javed akhter
song: kehne ko jashn-e-bahaara hai, ishq yeh dekhke hairan hai - (2)
phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein
saare sehme najaare hain, soye soye waqt ke dhaare hain
aur dil mein koyi khoyi si baten hain
kehne ko jashn-e-bahaara hai, ishq yeh dekhke hairan hai
phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein
kaise kahen kya hai sitam, sochate hai abb yeh hum
koyi kaise kahen woh hai ya nahee humaare
karte toh hai saath safar, faasale hain phir bhi magar
jaise milte nahee kisi dariya ke do kinaare
pasa hain phir bhi paas nahee, humko yeh gum raas nahee
seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan
saare sehme najaare hain, soye soye waqt ke dhaare hain
aur dil mein koyi khoyi si baten hain
kehne ko jashn-e-bahaara hai, ishq yeh dekhke hairan hai
phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein
hamane ne jo tha nagma suna, dil ne tha usako chuna
yeh daastaan hame waqt ne kaisi sunayi
hum jo agar hai gumgin, woh bhi udhar khush toh nahee
mulaakaato mein jaise ghul si gayi tanhayi
milake bhi hum milate nahee, khilake bhi gul khilate nahee
aankhon mein hai bahaaren, dil mein khija
saare sehme najaare hain, soye soye waqt ke dhaare hain
aur dil mein koyi khoyi si baten hain
o ho... kehne ko jashn-e-bahaara hai, ishq yeh dekhke hairan hai
phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein

Inn Lamho Ke Daaman Mein

Inn Lamho Ke Daaman Mein
Movie : Jodhaa Akbar
Singer(s): Madhushree, Sonu Nigam
music director: A R Rahman
Lyricist: Javed Akhtar
song: inn lamho ke daaman mein, pakija se riste hain
koyi kalma mohabbat ka dohrate farishtein hain
khaamosh si hai jamin, hairan sa phalak hai
ek noor hi noor sa abb aasmaan talak hai
(nagme hi nagme hai jaagati soti fijao mein
husn hai sari adao mein, ishq hai jaise hawao mein) — (2)
tanana dom ta dom tanana dom ta dom..........
doom doom tana nana doom doom tana... doom doom..... tananana
dom tom tana nana dom tom tana
(kaisa yeh ishq hai, kaisa yeh khwab hai
kaise jasbat ka umda sailaab hai) - (2)
din badale raate badali, bate badali
jine ke andaaz hi badale hain
inn lamho ke daaman mein, pakija se riste hain
koyi kalma mohabbat ka dohrate farishtein hain
samay ne yeh kya kiya, badal di hai kaaya
tumhe maine pa liya, mujhe tumne paaya
mile dekho aise hai hum, ke do sur ho jaise madhdham
koyi saadhana koyi kam kisi raag mein
ke prem aag mein, jalte dono hi the
tan bhi hai mann bhi, mann bhi hai tan bhi - (2)
hmmm hmmm hmmm.........
mere khwaabo ke iss gulistaan mein, tumse hi tum bahaar chhayi hai
phulo mein rang mere the lekin, iname khusbu tumhi se aaye hain
(kyun hai yeh aarjoo, kyun hai yeh justju
kyun dil bechain hai, kyun dil betaab hai) — (2)
din badale raate badali, bate badali
jine ke andaaz hi badale hain
inn lamho ke daaman mein, pakija se riste hain
koyi kalma mohabbat ka dohrate farishtein hain
khaamosh si hai jamin, hairan sa phalak hai
ek noor hi noor sa abb aasmaan talak hai
nagme hi nagme hai jaagati soti fijao mein
husn hai sari adao mein, ishq hai jaise hawao mein
ishq hai jaise hawao mein

Ajheem-O-Shaan Shahenshah

Ajheem-O-Shaan Shahenshah
Movie : Jodhaa Akbar
Singer: Bonny Chakravarti, Mohammad Aslam
music director: A R Rahman
Lyricist: Javed Akhtar
song: ajheem-o-shaan shahenshah -2, furwa rawa
hamesha hamesha salamat rahe
tera ho kya bayaan, tu shaan-e-hindustan
hindustan teri jaan, tu jaan-e-hindustan
marhaba ho o o... marhaba - (2)
ajheem-o-shaan shahenshah furwa rawa
hamesha hamesha salamat rahe
tera ho kya bayaan, tu shaan-e-hindustan
hindustan teri jaan, tu jaan-e-hindustan
marhaba ho o o... marhaba - (2)
dheem tom tananana dheem tom tananana dheem tom
dhigidi tom tananana dhigidi tom tananana dhigidi tom dhigidi tom
dheere na dheere na na na dheere nom
na na na nanana na na na nom
dheere nom dheere nom, jalaaluddin akbar
sapna viran ma har aangan ma
prem hai tumhara har har mann ma
ta ra re ra, ta ra re ra, ta ra re ra........
jay aaj tumhri mahaabali hai
desh ma sukh ki pawan chali hai
chan chan chanan chanan chanan.....
marhaba ho o o... marhaba - (2)
ajheem-o-shaan shahenshah, marhaba
deta hai har dil yahi gawaahi, dil wale hain jillelaahi
jaau kahi bhi nikalo jidhar se, galiyo galiyo sona barse
chan chan chanan chanan chanan.....
marhaba ho o o... marhaba - (2)
ajheem-o-shaan shahenshah
tere majhhab hai jo mohabbat, kitne dilon par teri hukumat
jitna kahen hum utana kam hai, tehjibo ka tu sangam hai
chan chan chanan chanan chanan.....
marhaba ho o o... marhaba - (2)
ajheem-o-shaan shahenshah - 2, furwa rawa
hamesha hamesha salamat rahe
tera ho kya bayaan, tu shaan-e-hindustan
hindustan teri jaan, tu jaan-e-hindustan
marhaba ho o o... marhaba - (2)
dheen tom tagadadhana....tu hai raja, dheen tom
tigidi dhom pralihaari, tigidi dhom praja saari, tigidi dhom
tanak tanak tan tan tom
yahan bhi, wahan bhi, hai teri dhoom, dhigidi tom, dhigidi tom
jalaaluddin akbar