Thursday, June 26, 2008

Taare Zameen Par

Taare Zameen Par
Movie : Taare Zameen Par
Singer(s): Shankar Mahadevan, Dominique, Viviene
music director(s): Shankar-Ehsaan-Loy, Shailendra Barve
Lyricist: Prasoon Joshi
song:
dekho inhein yeh hain os ki bundein, patto ki god mein aasaman se kude
angdaayi le ke phir karwat badal kar, nazauk se moti hasde phishal kar
kho na jaaye yeh, taare zameen par
yeh to sardi mein, dhoop ki kirane, uthre to aangan ko sunhara sa karne
mann ke andhero ko roshan sa karde, thiturti hatheli ki rangat badal de
kho na jaaye yeh, taare zameen par
jaise aankhon ki deebiyan mein neediyaan
aur neediyan mein meetha sa sapna
aur sapne mein mil jaaye farista sa koi
jaise rango bhari peechkari, jaise teetliyan phoolo ki pyaari
jaise bina matlab ka pyaara rista ho koi
yeh to asha ki leher ha hai
yeh to umeed ki seher hai, khushiyon ki nehar hai
kho na jaaye yeh taare zameen par
dekho raaton ko seene pe yeh toh, jhil mil kisi lau se uge hain
yeh to ambiyaan ke khushbo mein baago se beh chale
jaise kaanch mein chudi ke tukde
jaise khile khile phoolon ke mukhade
yeh bansi koi bajaaye pedo ke tale
yeh to jhonke hai pawan ke
hai yeh ghungroo jeevan ke, yeh to sur hai chaman ke
kho na jaaye yeh.... taare zameen par
mohale ki ronak, galiyaan hai jaise
khilane ki zid per kaliyaan hai jaise
muthi mein mausam ki jaise hawaayein
yeh hai buzurgo ke dil ki duwaayein
kho na jaaye yeh taare zaameen per
kabhi baatein jaise dadi naani
kabhi chhlake jaise mum mum pani
kabhi ban jaaye bhole sawaalo ki jhadi
sannate mein hasi ke jasie, sune hoton pe khushi ke jaise
yeh to noor hai barase gar teri kismat ho badi
jaise jharne mein leharaaye chidiyaan
jaise bheed mein ?
jaise mann ko ?
?
kho na jaaye, kho na jaayeeeee

Friday, June 20, 2008

play yaaron sub dua karo

Wednesday, June 18, 2008

Saath Tera Saath

Saath Tera Saath
Movie : Anamika (2008)
Singer(s): Anu Malik, Sunidhi Chauhan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer

song:

meri nazar mein tu hai, jehano jigar mein tu hai
khaabo ke ghar mein tu hai
dil soche, dil chaahe, dil maange saath
dil chaahe saath, dil maange saath
tera saath, saath tera saath
shaamo seher mein tu hai, aatho pehar mein tu hai
dil mein jigar mein tu hai
dil soche, dil chaahe, dil maange saath
dil chaahe saath, dil maange saath
tera saath, saath tera saath

yaado ke dere mein, mann ke basere mein
baahon ke ghere mein aa bhi jaa na
bechain aaho mein, meri panaho mein
chaahat ki raaho mein aa bhi jaana, mujhko sataati hai
paagal banaati hai, dhadkan bulaati hai aa bhi jaa na
dil mein, safar mein tu hai, raahe gujar mein tu hai
dil soche, dil chaahe, dil maange saath
dil chaahe saath, dil maange saath
tera saath, saath tera saath

aalam deewaana hai, pal bhi suhaana hai
mausam mastaana hai yu tadapa na
sine mein tufaan hai, mehaki tamanna hai
tera hi armaan hai yu tadapa na
pyaasi duhaayi hai, masti si chaayi hai
mushkil judaayi hai yu tadapa na
meri nazar mein tu hai, jaana asar mein tu hai
dil mein jigar mein tu hai
dil soche, dil chaahe, dil maange saath
dil chaahe saath, dil maange saath - (2)
saath tera saath............

Laagi Laagi Toh Lagi

Laagi Laagi Toh Lagi
Movie : Anamika (2008)
Singer(s): Krishna, Sunidhi Chauhan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer

song:

ho mere yaar.......

(mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
sabhi ko isi ki jarurat jarurat) - (2)
laagi laagi toh lagi, lagi lagi lagi -3, laagi laagi toh lagi...
dil pe kisika jor nahi.....
ho o o o o.....
(dil pe kisika jor nahi, baandhe jo mann wo dor nahi
jo chaahe karle bairi jamaana -2, laagi laagi toh lagi...) -(2)
dil pe kisika jor nahi, baandhe jo mann wo dor nahi

laagi laagi toh lagi, lagi lagi lagi -3, laagi laagi toh lagi...
jabse tumhaara -2 sang mila hai, (indradhanush ka rang mila hai -2)
le ke pehan lu sapno ki maala, (adaro se chhu lu adhiro ka pyaala -2)
ish na aisi chaki, laagi laagi toh lagi...
dil pe kisika jor nahi, baandhe jo mann wo dor nahi
jo chaahe karle bairi jamaana -2, laagi laagi toh lagi
dil pe kisika jor nahi, baandhe jo mann wo dor nahi
laagi laagi toh lagi, lagi lagi lagi -3, laagi laagi toh lagi...

(sargam) maahi re
(mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
sabhi ko isi ki jarurat jarurat) - (2)
naino mein bas gaya -2 roop sitaara
lagane laga koi pritam pyaara - (2)
kaise bataau chaand chakori, (tujhse bandhi hai preet ki dori -2)
tu meri deewaanagi, laagi laagi toh lagi...
dil pe kisika jor nahi, baandhe jo mann wo dor nahi
jo chaahe karle bairi jamaana -2, laagi laagi toh lagi
dil pe kisika jor nahi, baandhe jo mann wo dor nahi - (2)

Aao Re Aao Re, Piya Re Piya Re

Aao Re Aao Re, Piya Re Piya Re
Movie : Anamika (2008)
Singer: Sunidhi Chauhan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer

song:

kesariya baalam
kesariya baalama..........
kesariya........ baa.....lam
padhaaro mhaare des mein - 2
kesariya baalama (padhaaro mhaare des mein -2)
(aa nachale nachale nachale, aa jaa re aaja
hey na na na na nachale, aa jaa re aaja) - (2)
(aao re aao re aao re -2
piya re piya re piya re -2) - (2)
sharmaayi chudi, ghabaraya kangana -2 dhaj utha ghaagara
dhak se dhadaka yeh baawara - (2)
piya re piya re piya re - (2)
aa jaa re, aa jaa re..........

chunari jadaayi salama sitaara, ghaagara butedaar
?? katile naino mein sohe, surmayi kajare ki dhaar
sakhiyo ne sola singaar bhi - (2)
kiya re kiya re kiya re, piya re piya re piya re

laaj sajan ko ghungata se jhaanke, khole na apani juba
sapno ki kaliya palako mein taake mann se huyi beimaan
dard yeh kaisa o baalama - (2)
diya re diya re diya re, piya re piya re piya re
aa nachale nachale nachale, hey na na na na nachale - (2)

aayi samparpan ki aaj bela, honto pe jaagi hai pyaas
sehame badan mein khushbu ka rela, yauvan ki mehaki hai saans
baahon mein saajan ne pyaar se - (2)
liya re liya re liya re, piya re piya re piya re
aao re aao re aao re - (2)
piya re piya re piya re - (2)
(aa nachale nachale nachale, aa jaa re aaja
piya re piya re piya re
hey na na na na nachale, aa jaa re aaja
piya re piya re piya re) - (2)
kesariya baalama

Aashiqi Aashiqi Dil Chaahe Aashiqi

Aashiqi Aashiqi Dil Chaahe Aashiqi
Movie Anamika (2008)
Singer: Shaan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer

song:

wo.... o ho o o o o.............
aashiqi aashiqi dil chaahe aashiqi
ho u o ho u o...........

aashiqi aashiqi dil chaahe aashiqi
jina nahi hai bin dilkashi ke, itane hasi hai (pal bekhudi ke -2)
aashiqi aashiqi dil chaahe aashiqi

tere labon pe bikhari padi hai, khaamoshiyon ki sada
pehle kabhi bhi maine na dekhi aisi anokhi ada
palake uthaake tune jo dekha, tujhpe huwa hoon (main toh fida -2)
saadagi saadagi dil chaahe saadagi

ghabra gaya hoon tanhayiyo se, aake ke gale se laga
darata hai abb dil betaabiyo se aankho se dur na ja
aa chhed jaana saaje wafa pe nagama koi (tu pyar ka -2)
mausafi mausafi dil chaahe mausafi
jina nahi hai bin dilkashi ke, itane hasi hai (pal bekhudi ke -2)
aashiqi aashiqi dil chaahe aashiqi

aashiqi aashiqi dil chaahe aashiqi, ho u o ho u o...........

Shagufta Dil

Shagufta Dil
Movie : Anamika (2008)
Singer: Shaan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer

song:
jaaneman jane mehfil

dhunde tujhe manjil manjil
(jaaneman jane mehfil, dhunde tujhe manjil manjil
shagufta dil -3) - (2)
duriyo ka dard sehna mushkil hai dur rehna
keh raha hai aake mil, (shagufta dil -3)

aarju hai jarurat hai, lamho ko teri chaahat hai - (2)
tune deewaana mujhko banaaya, chaino suku sab tune churaaya
dhadkan ki bekarari, tujhse hai abb khumaari
dekhake tujhko huwa kafil, (shagufta dil -3)

bekhudi ki pyaaso mein, tu mere ehsaaso mein - (2)
tere khayalon mein duba mann, tere hi dam se deewaanapan
tujhe socha, tujhko chaaha, tujhe maanga tujhko paaya
kar liya tujhko haasil, (shagufta dil -3)
jaaneman jane mehfil, dhunde tujhe manjil manjil
shagufta dil -3
duriyo ka dard sehna mushkil hai dur rehna
keh raha hai aake mil
shagufta dil................

Jaana Hai Tujhako Piya Ke Angana

Jaana Hai Tujhako Piya Ke Angana
Movie : Mere Baap Pehle Aap
Singer(s): Alka Yagnik, Shaan
Music Director: Vidyasagar
Lyricist: Sameer
song:

jaana hai tujhako piya ke angana
sajaale bindiya sajaale kangana
(pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
kehati hai gunj shehanaayi ki gori) - (2)
ho ho jaana hai tujhako piya ke angana
sajaale bindiya sajaale kangana

sun sun meri behana, kismat se hi maina aati hai aisi ghadiya
chun chun ke hai milati, mushkil se hai khilati cheharewaali ladiya
sawar le, nikhar le, na hamse laaj kar
o banno o laado tu khud peh naaj kar
tere mann bhaaye sada, tujhko lubhaaye sada, tera ban ja sajana
(pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
kehati hai gunj shehanaayi ki gori) - (2)
ho ho jaana hai tujhako piya ke angana

tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum.......
???
tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum.......
dil dil mil jaate hai, milake kareeb aate hai
saagaro se milati nadiya
na tan se, na mann se, na toh kisi badhan se
pyaar se judi hai sadiya
kabhi bhi na chhute yeh dhaaga preet ka
na chhute yeh daaman kisi bhi meet ka
tujhape bhi, mujhape bhi chaaye bas prem rang
chaaye koi duja rang na
(pi har se aayi purwaayi ki, baabul ki mehaki anganaayi ki
kehati hai gunj shehanaayi ki gori) - (2)
ho ho jaana hai tujhako ha piya ke angana
sajaale bindiya sajaale kangana

Ishq Subhaan Allah

Ishq Subhaan Allah
Movie : Mere Baap Pehle Aap
Singer(s): Alisha Chinai, Neeraj, Bob
Music Director: Vidyasagar
Lyricist: Sameer

song:

(its love, o baby that the wonderful
its love, love beautiful
its love, gonaa baby move ur world
its love.....

(ove is gonna take you higher
its gonna set you high on ??) - (2)
its love.....

subhaan allah, subhaan allah, subhaan allah, subhaan allah
(ishq subhaan allah, love is gonna take you higher
ishq subhaan allah, its gonna set you high on ??) - (2)
ishq hai ek haqiqat, ishq hai ek ibaadat
ishq dilon ki jarurat, yeh baat hai sach wallah
ishq subhaan allah, love is gonna take you higher
ishq subhaan allah, its gonna set you high on ??
ishq hai ek haqiqat, ishq hai ek ibaadat
ishq dilon ki jarurat, yeh baat hai sach wallah
subhaan allah, subhaan allah, subhaan allah, subhaan allah

udaya meri nindon ko udaaya, jagaaya mera dard-e-dil jagaaya
deewaana hamein ishq ne banaaya, chaino sukun loota
tera hi jaadu teri hi khushbu, khayalon mein hai tu hai tu hai baby
(ishq subhaan allah, love is gonna take you higher
ishq subhaan allah, its gonna set you high on ??) - (2)

its love, o baby that the wonderful
its love, love beautiful
its love, gonaa baby move ur world
its love, come on now come on get it girl
fasaana kuchh bhi kaha na jaaye, akele abb toh raha na jaaye
jaha ko hum ishq mein bhulaaye, pal pal surur chaaya
kasak jaagi lagan laagi, koyi na jaane haal apana baby
ishq subhaan allah, love is gonna take you higher
ishq subhaan allah, its gonna set you ??
ishq hai ek haqiqat, ishq hai ek ibaadat
ishq dilon ki jarurat, yeh baat hai sach wallah
subhaan allah, subhaan allah, subhaan allah, subhaan allah
(ishq subhaan allah, love is gonna take you higher
ishq subhaan allah, its gonna set you high on ??) - (2)

Tuesday, June 17, 2008

Shamma Shamma Jale

shamma shamma jale, guncha guncha pale
Movie : Mere Baap Pehle Aap

Singer: Sunidhi Chauhan

Music Director: Vidyasagar

Lyricist: Sameer

SONG:
shamma shamma jale, guncha guncha pale

shamma shamma jale, guncha guncha pale
sau?? saalon mein, sau paimaano mein, sau rangon mein dhale - (2)
(mera toh charcha hai yahaan wahaan
mera toh aashiq hai saara jahaan) - (2)
woh mujhko chaahe yeh mujhko chaahe, main hoon kawaari kali - (2)
khalibali, khalibali, khalibali, khalibali..... (say it again)

mera mera mera mera, nasha nasha nasha nasha
mera mera mera mera aisa nasha
oy bacha bacha bacha bacha, koi nahi bacha bacha
koi nahi koi nahi mujhase bacha
chaahe deewaano ki najar ho, parwaano ka jigar ho
woh mujhko chaahe yeh mujhko chaahe, main hoon kawaari kali
khalibali, khalibali, khalibali, khalibali....
shamma shamma jale, guncha guncha pale - (2)

kabhi kabhi naram naram, kabhi kabhi garam garam
kabhi kabhi cool cool rehati hoon main
jara jara sard sard, jara jara jard jard
jara jara tej tej behati hoon main
woh chaahe dilbar ho ya diljala ho
woh chaahe mastaana manchala ho
woh mujhko chaahe yeh mujhko chaahe, main hoon kawaari kali
khalibali, khalibali, khalibali, khalibali....

O Mere Baap Pehle Aap

O Mere Baap Pehle Aap
Movie : Mere Baap Pehle Aap
Singer(s): Sangeet Haldipur
Music Director(s): Vidyasagar
Lyricist(s): Sameer

song:

yeah ha o ho.......
o mere baap pehle aap - (2)
batau tumhe main bhala kaise, karo na jid na karo aise - (2)
maan lo baat, maan lo, maan lo - (4)
o mere baap pehle aap - (2)

(ghodi pe chadhake jaaunga, sehra bhi sar pe sajaaunga
waada hai tumse waada hai, dulhan bhi saath le aaunga) - (2)
lekin meri baaton ka, tum samajho pehala ishaara - (2)
aise na karo kinara, tum samajho pehala ishaara
aise na karo kinara
batau tumhe main bhala kaise, karo na jid na karo aise - (2)
maan lo baat, maan lo, maan lo - (2)
o mere baap pehle aap.... - (2)

meri biwi jab aayegi, woh mujhko uda le jaayegi
main laakh use samjhaaunga, woh ek samajh na paayegi
iss umar mein mujhase jyaada, (shaadi ki tumhe hai jarurat - 2)
dekho jaldi se mahurat, shaadi ki tumhe hai jarurat
dekho jaldi se mahurat
batau tumhe main bhala kaise, karo na jid na karo aise - (2)
maan lo baat, maan lo, maan lo - (3)
o mere baap........

Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai

Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai
Movie : Mere Baap Pehle Aap
Singer(s): Shreya Ghoshal, Udit Narayan/Shaan
Music Director: Vidyasagar
Lyricist: Sameer

song:

maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana
phulon mein taaron mein, saare najaaron mein
aankhon ne dekha hai chehara tera
maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana

maine khayaalon ka jaha basaaya, raaton ko khaabon mein tujhe chhupaya
mann ke daricho mein tujhe sajaaya, jaane tu jaane na ho o o o
yaadon ki maine tasvir banaayi, tujhase kahi na har baat chhupaayi
sehati rahi chup chaap judaayi, maane tu maane na
tere hi chaanv ki khili khili khili hai chaandani
tere shabaab ki saji saji saji hai raagini
kya karu, kya karu jine na deti hai teri ada
maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana

itani haseen kaaynaat hogi, jasbaaton ki barsaat hogi
socha nahi tha mulaakaat hogi, maine toh jaane jaan
masti mein duba hai sama sharaabi, hone laga aalam gulaabi
aaye na chain kahin jara bhi, behake mere armaan
raha kareeb bhi jara jara jarasa faasala
na tuta tutake jara jara jarasa silsila
aa gaye paas hum, saanson mein mehaki hai teri wafa
maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana, milake mujhe batlaana
phulon mein taaron mein, saare najaaron mein
aankhon ne dekha hai chehara tera
ha ha aa aa aa ha ha ha la la

Friday, June 6, 2008

Tooti Phooti Dhadkanno Ki

Tooti Phooti Dhadkanno Ki
Movie : De Taali
Singer: Raja Hasan
Music Director: Vishal Shekhar
Lyricist(s): Abbas Tyrewala, Vishal

song:

tooti phooti dhadkanno ki dekhi ho shuroo phir se kahani
tukdo mein hain phir tera dil laayi hai kahan tujhe teri nadaani
jise apna tha samjha she is gone jise apna tha jaana she is gone
jise dil de diya dhadkane woh churaake chali

haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo phir ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai

Are kya kahe kise kahen
haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo phir ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai…

Are kya kahe kise kahen
tooti phooti dhadkanno ki dekhi ho shuroo phir se kahani
aankho me hai zara si aagayi name hai
le raha hai tandi aahe
ooo sari duniya me kuch to kami hai
andheri hai sari raheen
sun san teri baahen
teri thi jo maana shes is gone
uski ho gayi jamanat she is gone
ab tho pinjre mein khaid ho gayi mari rar khushi

haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo phir ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai…
Are Kya Kahen, Kise Kahen
tooti phooti dhadkanno ki dekhi ho shuroo phir se kahani

abhi jo yahaan thi jaane wo kahaan hai ho gaya hai kya na jaane
mujh ko yun tahnaa chid wo gayi hai
dil na jane kinyu na mane har dil ki kya janee
jis ka sapna sajaaya she is gone duniya se bachayaa she is gone
meri kismet hi pyar likha nahin karoo

haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo phir ho gaya hai
haftha haftha hota hai jo woh ho gaya hai…
Are Kya Kahen, Kise Kahen
tooti phooti dhadkanno ki dekhi ho shuroo phir se kahani

Hone Lagi

Hone Lagi
Movie : De Taali
Singer(s): Anushka Manchandani, Shekhar Ravjiani
Music Director: Vishal Shekhar
Lyricist(s): Abbas Tyrewala, Vishal

song:

kinyu hone lagi behaya si raaten
kinyu hone lagi khul ke dil ki baate

dhuan nahin hai aag lekin,
aisi lagi hai jo woh saare jahaan ko haule se jalaa le
kinyu hone lagi behaya si raaten
kinyu hone lagi khul ke dil ki baate

kabu nahin mera mujh pe dekho dekho
na rook zara mujko ho sake to
ab aaj na jaane dil meri aaj na mane dil
teri aaj na mane dil
to mai kaun hota hoon isko mana ne
kinyu hone lagi behaya si raaten
kinyu hone lagi khul ke dil ki baate

hai tum se gayi meri dhadkan mer saansein
teri liye bana aahein meri saansein
in hoton ka hai khan tere lab pe hai bas rahna
tere hoton ne zid karli
to mai kaun hoon karne bahaane

kinyu hone lagi behaya si raaten
kinyu hone lagi khul ke dil ki baate
dhuan nahin hai aag lekin,
aisi lagi hai jo woh saare jahaan ko haule se jalaa le

kinyu hone lagi behaya si raaten
kinyu hone lagi khul ke dil ki baate in raaten

Thursday, June 5, 2008

Hone Lagi (Jump Into Bed Mix)

Everybody Get Your Hands Together

Everybody Get Your Hands Together
Movie : De Taali
Singer(s): Anushka Manchandani, Shaan, Sunidhi Chauhan
Music Director: Vishal Shekhar
Lyricist(s): Abbas Tyrewala, Vishal

song:

everybody get your hands together, put your hands together de taali
everybody get your hands together, put your hands together de taali
mil gayi hai aaj aankhon se aankh to phir to yaar de taali
party boys and girls, all around the world
baath chale koi yaar mila to haath mila de taali

everybody get your hands together, put your hands together de taali
mil gayi hai aaj aankhon se aankh to phir to yaar de taali
de taali de taali de taali …
behka samaa, cause we got this funky group,
badli hawa, and we are gonna make you move
dhadkan chal ne lagi, mein pighal ne lagi
taali baji jaisi bin gaaye khawaali
de taali de taali de taali …

dil ne kahan, now listen to the beat,
tu hai yahan, so i can feel the heat
aisa pal phir kahan, jis me saara jahaan
ujhla ho aise ke har din ho diwaali

everybody get your hands together, put your hands together de taali
everybody get your hands together, put your hands together de taali

mil gayi hai aaj aankhon se aankh to phir to yaar de taali
party boys and girls, all around the world
baath chale koi yaar mila to haath mila de taali
baath chale koi yaar mila to haath mila de taali

everybody get your hands together, put your hands together de taali
mil gayi hai aaj aankhon se aankh to phir to yaar de taali
de taali de taali de taali …

De Taali

De Taali
Movie : De Taali
Singer(s): Shaan, Sunidhi Chauhan
Music Director: Vishal Shekhar
Lyricist(s): Abbas Tyrewala, Vishal

song:

taali de de taali de taali taali de de taali de taali
taali de de taali de taali taali de de taali de taali

de taali taali de life is just holiday
tu nahin to kaun hai mera
mar seeti seeti maar lifes just a party yaar
tu nahin to kaun hai mera,
bin tere khojatha, bore mein ho jatha,

life hoti ikdam khali re
de taali taali de life is just holiday
tu nahin to kaun hai mera
mar seeti seeti maar lifes just a party yaar
tu nahin to kaun hai mera
ga ma pa ma pa ma pa ni da pa ga pa ga pa pa ga ni da pa ga pa ga pa pa ga

tu mere life ki shining hai wining hai dining hai
woh kale baadal tu to shilver lining hai
tu yeh mujh ko hasaatha hai tu basatha hai
muj ko manbhata hai nagma sunatha hai
dhoo me barish hai meri har khwaish hai na hi koi tuj si diwali re
de taali taali life is just holiday
tu nahin to kaun hai mera
mar seeti seeti maar lifes just a party yaar
tu nahin to kaun hai mera

tu na humse khafa ho na na bewafa hona tu zindagi se na rafa dafa hona
jo khatha koi ho humse, to keh thi hoon kasam se tu humse roota to mar jaynege gum se
door tu na jana chaahe jo jurmana maar le thappad ya tu gali
de taali taali de life is just holiday
tu nahin to kaun hai mera
mar seeti seeti maar lifes just a party yaar
tu nahin to kaun hai mera

Wednesday, June 4, 2008

De Taali (The Clap Trap Mix)

Aaj Mein Boond Hoon

Aaj Mein Boond Hoon
Movie : De Taali
Singer(s): Shekhar Ravjiani, Shreya Ghoshal
Music Director: Vishal Shekhar
Lyricist(s): Abbas Tyrewala, Vishal

song:

dil ki dhadkan bhi woh hai
teri uljhan bhi woh hai
usko suna de apni dil ki sadha

sapno ke saath tum reh ne lagi hoon
mujh se yeh khwab tum keh ne lagi hoon
armaano ka mila tum ko samandar
maujon ke saath tum beh ne lagi hoon

aaj mein boond hoon, boond hoon baarish ki
aaj mein hoon leher, leher hoon khwaish ki
aaj mein aasmaan se aayi hoon
aaj mein dhoop hoon, mein bahaari laayi hoon
sapno ke saath mein reh ne lagi hoon
unse yeh baat mein keh ne lagi hoon
armaano ka mila mujh ko samandar
maujon ke saath mein beh ne lagi hoon

sapno ke saath mein reh ne lagi hoon
unse yeh baat mein keh ne lagi hoon
armaano ka mila mujh ko samandar
maujon ke saath mein beh ne lagi hoon