Thursday, May 29, 2008

Aara Ra Ra Ra Ra Ra Ghar Aaye Chhailawa

Aara Ra Ra Ra Ra Ra Ghar Aaye Chhailawa
Movie : Dhoom Dadakka
Singer(s): Udit Narayan, Roop Kumar Rathod, Kalpana
Music Director: Roop Kumar Rathod
Lyricist(s): Shaqeel Azmi & Praveen Kumar Ashk

song:

hmm... rang bhi hai, bhang bhi hai, yaaron machaao dhoom
haa holi mein kya dushmani, bhaiya pike jaao jhoom

(aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa
saara ra ra ra ra... rang barsaaye) - (2)
tuchkaari maare haay tuchkaari maare - (2)
are bhar bhar colarawa ki pichkaari maare...
choliya mein ha ha choliya mein
hamari choliya mein rangwa lagaaye chhailawa
saara ra ra ra ra... rang barsaaye
aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa
saara ra ra ra ra... rang barsaaye

holi hai........

holi mein saiyaan ?? chaba hai - (2)
ha ha julmi satasat nota ghumavai - (2)
ha baiya mein bhar ke marode kalaiya
kya kya bataau main haay mori maiya - (2)
huddang pe huddang machaaye chhailava
saara ra ra ra ra... rang barsaaye
aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa
saara ra ra ra ra... rang barsaaye

dhoom pachak dhoom.... dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
are gori soye sej ke upar, tanaha mann ghabraaye - (2)
saari raina khatmal khaate nind kahaase aaye
saara ra ra ra ra...
(sajana engine -3 sajani dibba milake khele khel) - (2)
jhak pak jhak pak chalati jaaye bin dhuye ki rail
jogi ra saara ra ra ra ra...

(are dekhega sansaar tamaasha -2 aaj khulegi pol) - (2)
dham dham dham dham beech bajariya tera bajega dhol
jogi ra saara ra ra ra ra...
ho maaru pichkaari toh bheegi jaaye mori chunariya
hotava se tapkela tap tap gulaabi
arey behkela dil hamara banake sharaabi
ha gori najariya se maaro na aise
khanjar ki aa main utaarana aise - (2)
are aise ki -2 bas mar jaaye chhailava
saara ra ra ra ra... rang barsaaye
(aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa
saara ra ra ra ra... rang barsaaye) - (5)

Hari Om... Ishq Ka Rog Laaga Jiya Ko

Hari Om... Ishq Ka Rog Laaga Jiya Ko
Movie : Dhoom Dadakka
Singer: Sunidhi Chauhan
Music Director: Roop Kumar Rathod
Lyricist(s): Shaqeel Azmi & Praveen Kumar Ashk

song:

hari om.......

ishq ka rog laaga - 3
laaga jiya ko ishq ka rog laaga
o ishq ka rog laaga, laaga jiya ko ishq ka rog laaga
jaake bataaye koyi mere piya ko -2
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om - 8

karvat badalake raate gujaaru
apane piya ka rasta nihaaru
aankhon mein teri bijali si chamake
saanson mein meri shola sa lapake
karvat badalake raatein gujaaru
raatein gujaaru, raatein gujaaru
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om - 8

pighale jawaani banake pasina
garmi ka mausam jaaye kabhi na
chaahat ka paara nas nas mein dole
saare badan mein masti si ghole
pighale jawaani banake pasina
banake pasina, banake pasina
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om - 8
ishq ka rog laaga, laaga jiya ko ishq ka rog laaga - (2)
jaake bataaye koyi mere piya ko -2
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om........

Banku Bhaiya, Banku Bhaiya Kabhi Naa Hare

Banku Bhaiya, Banku Bhaiya Kabhi Naa Hare
Movie : Bhoothnath
Singer: Sukhwinder Singh
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist): Javed Akhtar

song:

banku bhaiya, banku bhaiya kabhi naa hare, banku bhaiya
kar dethe the vaade nyare, banku bhaiya
arey chakkar pe chakkar chalate hai, hamare banku bhaiya
atka de, jhataka de
hathi bhi aaye toh; ulta hi latka de, banku bhaiya
aa re re re re re re banku bhaiya
banku bhaiya kabhi naa hare, banku bhaiya
kar dethe the vaade nyare, banku bhaiya
arey chakkar pe chakkar chalate hai hamare
banku arey banku arey banku bhaiya

din me dikha dethe hai woh tare, raat me suraj ke nachare
ulati gunga ulate dhare, kaho toh karde
bhoot unase bhage ghabrakar, jo nahi maane dekh le aakar
ghaagar mein woh pura sagar kaho toh bhar de
unako koyi jo dekhe toh, koyi jo jaane toh
daato mein ungali daba le
unake kam nirale hai, chakrane wale hai
aise gunwale hai banku bhaiya..........
banku bhaiya, banku bhaiya kabhi naa hare, banku bhaiya
kar dethe the vaade nyare, banku bhaiya
arey chakkar pe chakkar chalate hai, hamare banku bhaiya

ho oy oy oy taad pe chadhake aam mathode, pathaar se pani ko nichode
sher ke dum pakde toh naa chhode aise hai woh
arey lohe ko chutaki se masal de, nadi ke upar paidal chal de
unako samundar meetha jal de, aise hai woh
dekho lambe naa mote hai, kehne ko chhote hai, lekin bade hai irade
dekho kaun woh rustam hai usme itnaa dum hai unko harathe banku bhaiya
banku bhaiya, banku bhaiya kabhi naa hare, banku bhaiya
kar dethe the vaade nyare, banku bhaiya
arey chakkar pe -3 chakkar chalate hai, hamare banku bhaiya
atka de, jhataka de
hathi bhi aaye toh; ulta hi latka de, banku bhaiya
banku bhaiya aa aa aa..... banku bhaiya
bhanku bhaiya...........

Mere Buddy Suno Jara

Mere Buddy Suno Jara
Movie : Bhoothnath
Singer(s): Amitabh Bachchan, Arman Mallik
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Javed Akhtar

song:

(mere buddy suno jara, chalo kare kuch maja
thodi shararat kuch shaitani, kam koyi gadbad ka) - (2)
hey nobody does it better no no no no no
hey nobody does it better aah aah aah
hey nobody does it better no no no no no
hey nobody does it better tikda takda tikda takad dum

tum ho mere saath mein, toh har pal din mein rat mein
hai jadu meri haath mein, kaho hai na
mera dil chahe jab aisa, kabhi aisa kabhi waisa
karu mein baat baat mein, kaho hai na
jo bhi chaaho chalo kaho, woh kya hai ki jo na ho
tum haso kush raho, tum jo chaahoge hoga
mere buddy suno jara, chalo kare kuch maja
thodi shararat kuch shaitani, kam koyi gadbad ka
hey nobody does it better no no no no no
hey nobody does it better aah aah aah
hey nobody does it better no no no no no
hey nobody does it better

na ro jee ke na ro mar ke, khushi payi thi jee bhar ke
jo tumse dosti karke khushi payi
bahut hi tej bachche ho, magar tum dil ke achchhe ho
hai sach toh yeh ki sachche ho, mere bhai
mujhko hai yahi kehna, sang mere sada rehna
suno vaada yeh hai na, mein jo chahunga hoga
mere buddy suno jara, chalo kare kuch maja
thodi shararat kuch shaitani, kam koyi gadbad ka
hey nobody does it better no no no no no - (10)

Chalo Jane Do Abb Chhodo Bhi

Chalo Jane Do Abb Chhodo Bhi
Movie : Bhoothnath
Singer(s): Amitabh Bachchan, Juhi Chawla
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Javed Akhtar
song:

(chalo jane do, abb chhodo bhi - (2)
itna bhi kya gussa karna, kuch apni kaho kuch meri suno
yun chup chup rehkar, dil hi dil mein kya kudhana) - (2)
chalo jane do abb chhodo bhi - (2)

(tum hi mujhse ruth gaye toh, kisse baath karu main
jee uttha hu tumse milake, tum jo ho toh hu main) - (2)
mujhase iss pal ho muh phere, phir bhi ho tum mere
dekho nahi accha hota hai itna chidhna
chalo jane do abb chhodo bhi - (2)

(mere dil ke tukde mere nanhe se sehjade
mujhse yum naraj na ho, itni na mujhe saja de) - (2)
dekho kab se tumhe bulaye, meri tarsi baahe
aa pyaar karu main, bahut huwa ladna bheedna
chalo jane do abb chhodo bhi
itna bhi kya gussa karna, kuch apni kaho kuch meri suno
yun chup chup rehkar, dil hi dil mein kya kudhana
chalo jane do abb chhodo bhi - (2)

Samay Ka Pahiya Chalata Hai

Samay Ka Pahiya Chalata Hai
Movie : Bhoothnath
Singer(s): Hariharan, Sukhwinder Singh
Music Director: Vishal-Shekhar
Lyricist(s): Javed Akhtar

song:

krodh ke bojh ko mann pe uthaaye kaahe chalata hai praani
kshama jo shatru ko bhi kar de, wahi mukt hai, wahi gyani

(samay ka pahiya chalata hai, din dhalata hai, raat aati hai
raat mein jab ek chhota sa, nanha sa dipak jalata hai
usaki jarasi jyot sahi, par dur se usako dekh koi barso ka musaafir
girte girte sanbhalata hai) - (2)
samay ka pahiya chalata hai, din dhalata hai, raat aati hai

maine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun paraaya - (2)
bas tu hi mera apna hai, bas tune pyaar nibhaaya
kaam krodh aur lobh main dhaj?? kar ja sakata hoon
tujhko chaahu bhi toh main kaise bhula sakata hoon
tera pyaar bhi ek bandhan hai, tu hi bata kya main mukti pa sakata hoon
tu nahi jaanata tu mera abb hai kya
tujhko hoon dekhata toh dil kaise pighalata hai
samay ka pahiya chalata hai, din dhalata hai, raat aati hai

din mein soya, raat aayi toh abb jaaga soya kab tha - (2)
abb kya suraj dhunde pagale, dub gaya suraj kab ka
barso pehle jo thi ik nadi pyaar ki beh gayi woh nadi
haath abb tu kya malata hai
samay ka pahiya chalata hai, din dhalata hai, raat aati hai
raat mein jab ek chhota sa, nanha sa dipak jalata hai
usaki jarasi jyot sahi, par dur se usako dekh koi barso ka musaafir
girte girte sanbhalata hai
samay ka pahiya chalata hai, din dhalata hai, raat aati hai

aasma mein jagmag taare, meri aankh mein jhilmil aansu
kaha chhupa hai koi isaara toh de de tu