Friday, March 28, 2008


Hindi Song: Sawar Gayi Main
Movie or Album: Saawariya
Singer: Shreya Ghoshal
Director: Monty Sharma
Lyricist: Sameer

sawar sawar gayi main, saawariya
kabse khadi main tori atariya - 2
beet na jaaye o raama saari umariyaan, o o sawar sawar gayi main
sawar gaye chaand sitaare dekho, sawar gaye saare nazaarein dekho
dekho gagan pe banake badariyaan, chamaki teri yaadon ki bijuriyaan
tan ko jalaaye thandi bayariyaan - 2
beet na jaaye o raama saari umariyaan
o o sawar sawar gayi main, saawariya
sawar sawar sawar gayi main......

Thursday, March 27, 2008

Daras Bina Naahi Chain

Daras Bina Naahi Chain
movie: Saawariya
Singer: Parthiv Gohil, Richa Sharma, Shail Hada
Music Director: Monty Sharma
Lyricist: Sameer
song: saawariya...........
ho saawariya...
naahi chain re daras bina naahi chain
saiyaan aa aa aa.....
jabse gaye bides re, saawariya daras bina naahi chain
allah......
allah......
(allah...) saawariya daras bina naahi chain
saiyaan aa aa aa aa... saiyaan...
saawariya...........

Chhail Chhabeela Rang Rangila

Movie : Saawariya
Singer: Alka Yagnik
Music Director: Monty Sharma
Lyricist: Samir

chhail chhabeela rang rangila badan katila ho rasila
roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela
chhabeela rangila hatila rasila la la la sajila
hatila pejaama hai dheela o o o o o......
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye - 2
suno jamila katila aise tan ko jalaaye ke o o o.......
ang sajila dekho, rang rangila dekho - 2, bijuri mujhpe giraaye
ke o o o....ke o o o....ke o o o.......
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye
tu na jaane na na na na tu tu tu tu - 2
tu na jaane, tu na jaane, hai yeh pyaar kya
are bekadar tujhe na khabar - 2, haal dard-e-dil ka
dono jahaan le, chaahe toh jaan le
rab ka hai waasta kehna toh maanle o o o o.....
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye
suno shakila hatila aise tan ko jalaaye ke o o o.......
aaja aaja aa aa aa aaja aaja, aaja aaja ye aaja aaja
aaja aaja ab toh aaja rasta modake
tujhe hai kasam are bereham - 2 kar na sitam aise
pehlu se chhut ke bikharu main toot ke
bedard baalama na ja yuun roothke ke o o o.......
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye - 2
suno ramila hatila aise tan ko jalaaye ke o o o.......
chhail chhabeela rang rangila badan katila o rasila
roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela
chhabeela rangila katila rasila
sajila hatila pejaama hai dheela
kitna sad aur kitna akela

Koi Patthar Se Na Mare

Koi Patthar Se Na Mare
Movie: Aaja Nachle
Singer: Sunidhi Chauhan, Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Lyricist(s): Piyush Mishra, Jaideep Sahni, Asif Ali Beg
song: laila ki saans ki dor bandha woh deewana woh majanu hai
woh hosh nahi behosh baawara nahi jaanta woh kyon hai
behosh use rehne do, ki hosh mein woh aayega
to neend mein usaki laila ka, (woh khwaab tut jayega - 3)
(koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2
so hi lene do, uska dard yehi hai, dawa yehi hai
so hi lene do, uska din yehi hai, jahaan yehi hai
so hi lene do, ki woh jag pada to dar jaayega
phir bilak jaayega ki phelu mein laila nahi hai
maut bhi ghabraayegi - 2 paas mein aane ko
(koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2
rakhna sambhaal ke yeh patthar, kal ko woh din bhi aayega
jab patthar honge yeh makaan, inki bhi hogi ek zubaan
ki dastan-e-laila majanu, shaqs shaqs dohraayega
patthar ka dher yeh aaj yeh kal ka tajmahal kehlaayega
nahi mil payega - 2 phir waqt tumhein pachhtaane ko
(koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2

Saawariya Reprise

Saawariya Reprise
Movie : Saawariya

Song: Saawariya Reprise
Singer:Shail Hada
Music Director:monty Sharma
Lyricist: sameer
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya aa aa aa aa saawariya
doli mein bithaake hmm hmm
sitaaro se sajaake ho ha hm hm hm
jamaane se churaake le jaayega -2 ek roj tera udaake jiya.. saawariya
aana hai milane aana hai, tujhse hi dil lagaana hai
yeh betaabiyaan keh rahi hai, bas tera hai intzaar
ab toh shaamo sehar tere hi baare mein sochata
saawariya o ho ho, saawariya ye he he, saawariya aa ha..ho saawariya
doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega
(saawariya i waana be your date tonight
saawariya you gonaa be my princess tonight
saawariya ???
ho saawariya ???) - 2

Wednesday, March 26, 2008

Saawariya (Title Song)

Movie: Saawariya
Singer: Shail Hada
Music Director: Monty Sharma
Lyricist: Sameer
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya
doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya
doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake
le jaayega ek roj tera udaake jiya
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya
palko ke shaamiyaane mein, khaabon ke har thikaane mein
teri hi parchhayiyaan hai, tu toh har lamha yaadon mein hai
teri khaamosh pehali nazar ka deewaana bana
saawariya o ho ho, saawariya ye he he, saawariya aa ha..ho saawariya
doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega
(saawariya i waana be your date tonight
saawariya you gonaa be my princess tonight
saawariya ???
ho saawariya ???) - 2