Tuesday, July 8, 2008

Bairee Piya Bada Bedardee

Bairee Piya Bada Bedardee
movie:devdas
Singer(s): Shreya Ghoshal, Udit Narayan
Music Director: Ismail Darbar
Lyricist: Nusrat Badr
song:

ishh ishh.........
bairee piya bada bedardee, ishh
ho, bairee piya bada bedardee
dil kaa dard naa janey saudayee, harjayee julmee ram duhayee
kaise kahu kase kahu hai ram, dil kaa dard naa janey
naa janey, naa janey, naa janey janey janey hai
bairee piya bada re bedardee, ho ho bairee piya bada be ishh
tu dur jo tha toh pas hee tha, abb pas hai toh dur hai kyu
naa janey janey janey janey janey
tu dur jo tha toh pas hee tha, abb pas hai toh dur hai kyu
aa pas toh aa pehna bhee de yeh kangna
naa sata, abb mann bhee ley yeh kehna

kaise kahu kase kahu ram, kangna kehna naa mane
naa mane, naa mane, naa mane
yeh kangna bada bedardee, ho yeh kangna bada bedardee
kangna kehna naa mane divana, aawara sangdil ram duhayee
abb man bhee jao naa

naa naa naa naa........

tum pas toh aao naa

han han re han han
bahekee bahekee bato me teree, dhire dhire aane lagee
jugnu ne mujhse kaha aisa hai yeh teraa piya
ley hee jayega teraa jiya

ha pyaree pyaree bato peh teree, chandnee bhee hasne lagee
tare muskurane lage hawa gungunane lagee, aasman bhee jhum utha

kaise kahu, kase kahu hai ram ram ram ram.... pagla itna naa janey
naa janey, naa janey, naa janey janey janey hai
ishh, ishh...........

Janey Kyu Log Pyar Karte Hain

Janey Kyu Log Pyar Karte Hain
Movie : Dil Chahta Hai
Singer(s): Udit Narayan, Alka Yagnik
Music Director(s): Shanakar-Ehsaan-Loy

song:

(janey kyu log pyar karte hain
janey kyu woh kisee peh marte hain) -2, janey kyu, janey kyu
janey kyu, janey kyu, janey kyu........
pyar me sochiye toh bas gham hai, pyar me jo sitam bhee ho kam hai
pyar me sar jhukana padta hai, dard me muskurana padta hai
jeher kyu jindagee me bharte hain, janey kyu log pyar karte hain
janey kyu, janey kyu, janey kyu, janey kyu, janey kyu.........

(pyar bin jine me rakha kya hai
pyar jisko nahee woh tanha hai) - (2)
pyar sau rang leke aata hai, pyar hee jindagee sajata hai
log chhup chhupke pyar karte hain, janey kyu saf kehte darate hain
janey kyu, janey kyu, ho janey kyu, janey kyu, janey kyu........

pyar bekar kee musibat hai, pyar har tarah khubsurat hai
oh pyar se ham dur hee achhe, arey pyar ke sab rup hai sachche
ho pyar ke ghat jo utarte hai, dubte hai naa woh ubharte hai
janey kyu janey kyu.......
pyar toh khair sabhee karte hain, janey kyu aap hee mukarte hain
janey kyu, janey kyu
janey kyu, janey kyu, janey kyu.........

Dil Chahta Hai

Dil Chahta Hai
Movie : Dil Chahta Hai
Singer: Shankar Mahadevan
Music Director(s): Shanakar-Ehsaan-Loy

song:

dil chahta hai - (2)
dil chahta hai kabhee naa bite chamkile din
dil chahta hai ham naa rahe kabhee yaro ke bin
din din bhar ho pyaree bate, jhume shame, gaye rate
mastee me rahe duba duba hamesha sama
hamko raho me yuhee miltee rahe khushiya
dil chahta hai kabhee naa bite chamkile din
dil chahta hai ham naa rahe kabhee yaro ke bin

jagmagate hain, jhilmilate hain apne raste
yeh khushee rahe, roshnee rahe apne waste
oh oh oh........

jaha ruke ham jaha bhee jaye, jo ham chahe woh ham paye
mastee me rahe duba duba hamesha sama
hamko raho me yuhee miltee rahe khushiya
dil chahta hai - (2)

kaisa ajab yeh safar hai, socho toh har ik hee bekhabar hai
usko jana kidhar hai, jo wakt aaye janey kya dikhaye
oh oh oh.......

dil chahta hai - (2)
dil chahta hai kabhee naa bite chamkile din
dil chahta hai ham naa rahe kabhee yaro ke bin
din din bhar ho pyaree bate, jhume shame, gaye rate
mastee me rahe duba duba hamesha sama
hamko raho me yuhee miltee rahe khushiya

jagmagate hain, jhilmilate hain apne raste
yeh khushee rahe, roshnee rahe apne waste
oh oh oh........

dil chahta hai........

Tanhaai, Tanhaai

Tanhaai, Tanhaai
Movie: Dil Chahta hai
Singer(s): Sonu Nigam

song:

Tanhaai, Tanhaai
dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2

(khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal
maine Apne Haathon Mein
ab Toote Sapnon Ke Shishe
chubte Hai In Aankhon Mein) - 2
kal Koi Tha Yahin, Ab Koi Bhi Nahin
banke Naagin Jaise Hai Saanson Mein Laheraayi
tanhaai, Tanhaai, Palkon Pe Kitne Aansu Hai Laayi - 2

(kyoon Aisi Umeed Ki Maine
jo Aise Naakaam Hui
door Banaayi Thi Manzil
to Raste Mein Hi Shaam Hui) - 2
ab Kahan Jaaoon Main, Kisko Samjhaaoon Main
kya Maine Chaaha Tha Aur Kyoon Kismat Mein Aayi
tanhaai, Tanhaai, Jaise Andhero Ki Ho Gehraayi
dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
tanhaai, Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai

Koi Kahe Kehta Rahe

Koi Kahe Kehta Rahe

Movie : Dil Chahta Hai

Singer(s): Shankar Mahadevan, Shaan, K. K.

song: Koi Kahe, Kehta Rahe Kitna Bhi Humko Deewana - 2
hum Logon Ki Thokar Mein Hai Yeh Zamaana
jab Saaz Hai, Aawaaz Hai, Phir Kis Liye Hichkichaana - 2
oh, Gaayenge Hum Apne Dilon Ka Taraana
bigade Duniya, Bigadne Bhi Do
jhagade Duniya, Jhagadne Bhi Do
lade Jo Duniya, Ladne Bhi Do, Hum Apni Dhun Gaao
duniya Roothe, Roothne Do
bandhan Toote, Tootne Do
koi Chhoote, Chhootne Do, Na Ghabraao
hum Hain Naye, Andaaz Kyoon Ho Puraana - 2
aankhon Mein Hain Bijliyaan, Saanson Mein Toofaan Hai
darr Kya Hai Aur Haar Kya, Hum Isse Anjaan Hai
hamaare Liye Hi To Hai Aasmaan Aur Zameen
sitaarein Bhi Hum Tod Lenge, Hamein Hai Yakeen
ambar Se Hai Aage Hamaara Thikaana
hum Hain Naye, Andaaz Kyoon Ho Puraana
sapnon Ka Jo Des Hai, Haan Hum Vahin Hain Pale
thode Se Dil Phenk Hai, Thode Se Hai Mann Chale
jahan Bhi Kahe Apna Jaadu Dikhaate Rahe
mohabbat Haseenon Ko Aksar Sikhaate Rahe
aaye Hamein Dil Aur Neendein Churaana
hum Hain Naye, Andaaz Kyoon Ho Puraana
koi Kahe, Kehta Rahe Kitna Bhi Humko Deewana
koi, Kehta, Kitna Bhi Humko Deewana
oh, Hum Logon Ki Thokar Mein Hai Yeh Zamaana
oh, Jab Saaz Hai, Aawaaz Hai, Phir Kis Liye Hichkichaana
jab Saaz Hai, Aawaaz Hai, Phir Kis Liye Hichkichaana
oh, Gaayenge Hum Apne Dilon Ka Taraana
bigade Duniya, Bigadne Bhi Do
jhagade Duniya, Jhagadne Bhi Do
lade Jo Duniya, Ladne Bhi Do, Hum Apni Dhun Gaao
duniya Roothe, Roothne Do
bandhan Toote, Tootne Do
koi Chhoote, Chhootne Do, Na Ghabraao
hum Hain Naye, Andaaz Kyoon Ho Puraana
oh, Hum Hain Naye, Andaaz Kyoon Ho Puraana

Sunday, July 6, 2008

Woh Ladkee Hai Kaha

Woh Ladkee Hai Kaha
Movie : Dil Chahta Hai
Singer(s): Shaan, Kavita Krishnamurthy, Subramaniam
Music Director(s): Shanakar-Ehsaan-Loy

song:

jise dhundata hu mai har kahee
jo kabhee milee mujhe hai nahee
mujhe jiske pyar par ho yakin, woh ladkee hai kaha
jisse sirf mujhse hee pyar ho
jo yeh kehne ko bhee taiyyar ho
suno tum hee mere dildar ho, woh ladkee hai kaha

jo tumhare khwabo me hain basee, woh hasin murtee pyar kee
milegee tumhe kabhee naa kabhee, jara dekho yaha waha
chalo dhundte hain ham tum kahee, woh paree woh hur woh najnin
jisse dekho toh kaho tum wahee, arey yeh toh hain yaha

janey kyu khayal aaya mujhe, ke woh ladkee kahee tum toh nahee
tum me hain woh saree khubiya, tha jinko dhundata mai har kahee

tumhe dhoka lagta hai ho gaya, mujhe hain samajh liya janey kya
naa mai hu paree naa mai apsara, karo tum naa yeh ghuma
jisse dhundata hu mai har kahee, jo kabhee milee mujhe hai nahee
mujhe jiske pyar par ho yakin, woh ladkee hai kaha

man lo agar mai yeh kahu, ke mere khwabo me tum hee toh ho
jan lo meraa arman hai, ke mere sath hee abb tum raho
mujhe tumne kya yeh samjha diya, meraa dil ko jaise dhadka diya
mere tan badan ko pighla diya, woh sunaye dastan

jisse dhundata hu mai har kahee, jo kabhee milee mujhe hai nahee
mujhe jiske pyar par ho yakin, (woh ladkee hai kaha -8)

Kaisi Hai Yeh Rut

Kaisi Hai Yeh Rut
Movie : Dil Chahta Hai
Singer: Srinivas
song:

(kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
ghul Rahe Hain Rang Saare, Ghul Rahi Hai Khushbuein)- 2
chaandni, Jharne, Ghataayein, Geet, Baarish, Titliyaan
hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile

dekho, Nadi Ke Kinaare
panchhi Pukaare Kisi Panchhi Ko
dekho, Yeh Jo Nadi Hai
milne Chali Hai Saagar Hi Ko
yeh Pyaar Ka Hi Saara Hai Caarvaan
kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile

oh, Kaise Kisi Ko Bataaye
kaise Yeh Samjhaaye, Kya Pyaar Hai
is Mein Bandhan Nahin Hai
aur Na Koi Bhi Deevaar Hai
suno Pyaar Ki Niraali Hai Daastaan
kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile
ghul Rahe Hain Rang Saare, Ghul Rahi Hai Khushbuein
chaandni, Jharne, Ghataayein, Geet, Baarish, Titliyaan
hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein Phool Banke Dil Khile

Mainu Ishk Da Lagiya Rog

Mainu Ishk Da Lagiya Rog
Movie : Dil Hai Ke Manta Nahin
Singer: Anuradha Paudwal
Music Director(s): Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
song: mainu ishk da lagiya rog
meree bachane dee nayiyo ummid
mujhse kahane lage hain log
meree bachane dee nayiyo ummid
ishk ne jala diya, sab kuchh bhula diya
ishk ne dekho kaisa apna hal bana diya
kaisee hain bekhudee, kaisee agan lagee
jabse ishk huwa hai, tab se duniya lage nayee
yeh dil hain ke mane naa, pagal kuchh bhee jane naa
ishk ne bana diya, ishk ne mita diya
ishk ne tujhko mujhko kya duniya ko jhuka diya
ishk me mar jaye, aa kuchh kar jaye
ishk kee khushabu se sare aalam ko mehkaye
pyar me tere janeja, maine chhoda hain sara jahan

Adaye Bhee Hain, Mohabbat Bhee Hain

Adaye Bhee Hain, Mohabbat Bhee Hain
Movie: Dil Hai Ke Manta Nahin
Singer(s): Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Music Director(s): Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
song: adaye bhee hain, mohabbat bhee hain
sharafat bhee hain mere mehbub me
woh divanapan, woh jalim ada
shararat bhee hain mere mehbub me
adaye bhee hain mohabbat bhee hain
najakat bhee hain, mere mehbub me
woh divanapan, woh masumiyat
shararat bhee hain mere mehbub me
naa puchho meraa dil kaha kho gaya
tujhe dekhate hee teraa ho gaya
aankho me too, mere khwabo me too hain
yado ke mahake gulabo me too hain
woh sahumee najar, woh kamasin umar
chahat bhee hai mere mehbub me
sanso kee bahatee lahar ruk gayee
mujhe sharma aayee, najar jhuk gayee
ke ham un ke kitane karib aa gaye
yeh soch ke ham toh ghabara gaye
woh bankapan woh deewanagee
inayat bhee hain mere mehbub me
mohabbat kee duniya basane chala
mai tere liye sab bhulane chala
khushabu koyee usakee bato me hain
har faisala usake hatho me hain
woh mahaka badan woh sharmilapan
najakat bhee hain, mere mehbub me

Too Pyar Hain Kisee Aur Kaa

Too Pyar Hain Kisee Aur Kaa
Movie: Dil Hai Ke Manta Nahin
Singer: Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Music Director(s): Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
song:
too pyar hain kisee aur kaa, tujhe chahata koyee aur hain
too pasand hain kisee aur kee, tujhe mangata koyee aur hain
kaun apna hai, kya begana hai
kya hakikat hai, kya fasana hain
yeh jamane me kisne jana hain
too najar me hain kisee aur kee, tujhe dekhata koyee aur hain
pyar me aksar aisa hota hain
koyee hasata hai, koyee rota hain
koyee pata hain, koyee khota hain
too jan hain kisee aur kee, tujhe janata koyee aur hain
sochatee hu mai, chup rahu kaise
dard dil kaa yeh mai sahu kaise
kashmakash me hu, yeh kahu kaise
meraa humsafar bas ek too, nahee dusara koyee aur hain

o mere sapno ke saudagar

o mere sapno ke saudagar
Movie : Dil Hai Ke Manta Nahin
Singer: Anuradha Paudwal
Music Director(s): Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
song: o mere sapno ke saudagar, tujhko mujhse hain pyar agar
toh chal mere sang chal chal, mere sang aa aur mere sang ga
o mere sapno ke saudagar, mujhe aisee jagah le ja
mai chahatee hu, mere humsafar mujhe pariyo kee duniya dikha
pyar hee pyar ho jis jagah, mujhe aisa jahan dikha
yeh pariyo kee bastee, sitaro kaa majama
yaha gunjata hai, mohabbat kaa nagma
yaha pyar ke hain diwane sabhee, chahat hee saba kuchh yaha
pariyo kee duniya ke mehman ho, chalo tum ko sair karaye
kaha hain woh sapno kaa saudagar, chalo ham use dhundh laye
chanda ke rath peh woh aayega ek din
mujhe sath leke woh jayega ek din
meree mang bhar dega taro se woh, banayega dulhan mujhe

Dil Tujhpe Aa Gaya

Dil Tujhpe Aa Gaya
Movie : Dil Hai Ke Manta Nahin
Singer(s): Abhijeet, Anuradha Paudwal
Music Director(s): Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
song: (dil tujhpe aa gaya -2) kya nasha chha gaya hey hey hey
dil tujhpe aa gaya kya nasha chha gaya hey hey hey
meraa dil meree ja meraa chain meree aarju (sirf tu -2)
(dil tujhpe aa gaya -2) kya nasha chha gaya hey hey hey
(meraa dil meree ja meraa chain meree aarju (sirf tu -2) - (2)
dil tujhpe aa gaya - (2)
jabse tujhko dekha dil hai bekarar - (2)
tu kya jane tujhse kitna karta hu mai pyar - (2)
fasane ulfat ke tujhe suna dunga
jo mere dil mai hai tujhe bata dunga - (2)
(dil tujhpe aa gaya -2, kya nasha chha gaya he he ) - (2)
o mere dil kee halat tujhe hai kya pata - (2)
maine tujhko chaha isame meree kya khata - (2)
tu ek musafir hai mai teree manjil hu
tu ek tarana hai mai teree mehfil hu - (2)
(dil tujhpe aa gaya -2, kya nasha chha gaya he he ) - (3)
meraa dil meree ja meraa chain meree aarju (sirf tu -4)

Dil Hai Ke Manta Nahin

Dil Hai Ke Manta Nahin
Movie : Dil Hai Ke Manta Nahin
Singer(s): Kumar Sanu, Anuradha Paudwal
song: Dil Hai Ke Manta Nahin - 2
mushkil Badi Hai Rasme Mohabbat
yeh Jaanta Hi Nahin
oh, Dil Hai Ke Manta Nahin
dil Hai Ke Manta Nahin
yeh Beqaraari Kyoon Ho Rahi Hai
yeh Jaanta Hi Nahin
ho, Dil Hai Ke Manta Nahin
dil Hai Ke Manta Nahin
dil To Yeh Chaahe Har Pal Tumhe Hum
bas Yunhi Dekha Kare
marke Bhi Hum Na Tumse Judaa Ho
aao Kuch Aisa Kare
mujh Mein Sama Jaa, Aa Paas Aa Jaa
hamdam Mere Hamnasheen
dil Hai Ke Manta Nahin - 2
teri Vafaaye, Teri Mohabbat
sab Kuch Hai Mere Liye
tune Diya Hai Nazraana Dil Ko
hum To Hai Tere Liye
yeh Baat Sach Hai, Sab Jaante Hai
tumko Bhi Hai Yeh Yakeen
dil Hai Ke Manta Nahin - 2
mushkil Badi Hai Rasme Mohabbat
yeh Jaanta Hi Nahin
oh, Dil Hai Ke Manta Nahin
dil Hai Ke Manta Nahin

Thursday, July 3, 2008

Yaad Teri Aaye

Yaad Teri Aaye
Movie : Ugly Aur Pagli
Singer: Mohit Chauhan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Amitabh Verma
song: hmm hmm hmm hmm...........
(ek pal main kya se kya huwa, jadoo sa kya chala
tujhse juda huwa toh aaj khud se juda huwa) - (2)
aaye, yaad teri aaye, ho o o jaaye jaan bhi na jaaye - (2)
suna suna sa hai mausam, ojhal si shaam hai
tanha tanha sa har rasta, tanha makaam hai
gumsum gumsum si lagti hai aayi hai jo hawa
chupke chupke sabse chupke rota hai aasmaan
bejaan dhadkane meri, aankhon mein hai duwa
tujhse juda huwa toh aaj khud se juda huwa
aaye, yaad teri aaye, ho o o jaaye jaan bhi na jaaye
hmm... mm mm mm mm hmm.......
kisane socha tha aisa bhi aayega ek din
khali khali honge har palchin tere bin
bechaini hai betaabi hai, dil hai bujha bujha
maara maara deewano sa, phirta yahaan wahaan
saasein ruki ruki meri, khamosh hai sada
tujhse juda huwa toh aaj khud se juda huwa
aaye, yaad teri aaye, hmm mm mm jaaye jaan bhi na jaaye
ek pal main kya se kya huwa, jadoo sa kya chala
tujhse juda huwa toh aaj khud se juda huwa
aaye, yaad teri aaye, hmm mm mm jaaye jaan bhi na jaaye
hmm... mm mm mm mm hmm....... hmm...ho o o oo.....

Talli....Main Talli Ho Gayi

Talli....Main Talli Ho Gayi
Movie : Ugly Aur Pagli
Singer(s): Anmol Malik, Hard Kaur, Mika
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Amitabh Verma
song: bring da beat yoo
yoo yoo ...
put ur hands up 2
put them up there..
put them up like just dont care
(hey we gona rock dis party, hey i m gona get so naughty
you i know u wan my body, comon now get this started) - 2
shout
tak tak tak takna ve takna ve takna ve
makh makh makh makhna ve makhna ve makhna ve
tak tak tak takna ve, makh makh makh makhna ve makhna ve
dhak dhak dil dhadka ve, lak lak hud tadpa ve
patliyala pak laga ke, teri gali vich aake
sab sudh budh hosh gawake, deewani main pagal mein chhalli ho gai
main talli main talli main talli ho gayi
(tak tak tak takna ve, makh makh makh makhna ve makhna ve) - 2
dhak dhak dil dhadka ve, lak lak hud tadpa ve
patliyala pak laga ke, teri gali vich aake
sab sudh budh hosh gawake, deewani main pagal mein chhalli ho gai
(tu talli tu talli tu talli ho gayi
main talli main talli main talli ho gayi) - (2)
baby baby i feel so high, baby baby i cant deny
baby baby better hold me tight
i ve been wating for just tonite.... tonite tonite
dil totte totte karke, chal chandani chowk pe chalke
wishky pe sodda joda aa chadhayein
peeche huwa kya kaake, yeh kya horaha hai aage
pal do pal kyon na bhool jaye
hud dil mein chale pathake, hud ho gaye dhoom dhadake
patliyala pak laga ke, deewani main pagal mein chhalli ho gai
main talli main talli main talli ho gayi - (2)
tu talli tu talli tu talli ho gayi
main talli main talli main talli ho gayi
kalli kaali....... aankh wali.....
(hey! we gona rock dis party, hey i m gona get so naughty
you i know u wan my body, comon now get this started) - 2
shout
okie lets do it - 2
oye balle balle balle, oye shaawa shaawa shaawa
o 2 vodka pe javwa yeh saja hai
uthe khada hai munda, munda bada mustanda
nakara kaise jid pe aada hai
hungama aaaj machake, mehfil vich rang jamake
patliyala pak laga ke, deewani main pagal mein chhalli ho gai
main talli main talli main talli ho gayi - (2)
tu talli tu talli tu talli ho gayi
main talli main talli main talli ho gayi
tak tak tak takna ve, makh makh makh makhna ve - (2)
dhak dhak dhak dil dhadka ve, lak lak lak hud tadpa ve
patliyala pak laga ke, teri gali vich aake
sab sudh budh hosh gawa ke, deewani main pagal main challi ho gayi
(main talli main talli main talli ho gayi
tu talli tu talli tu talli ho gayi) - (2)
main talli main talli main talli ho gayi - (2)
just dont care......

Karle Gunaah

Karle Gunaah
Movie : Ugly Aur Pagli
Singer: Anushka Manchanda, Ishq Bector
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Amitabh Verma
song: ooohh yeah aahhhh
ma ma ma mera jo hai mera, woh hai tera tera
te te tera jo hai te te tera mera
aaa aa aaja meri baahon mein aa aa aahhh
ka ka karun kya karun bata oh oh ohhh
(teri jalwe yeh nakhre yeh teri ada
pal mein yeh dil mera hone laga fida) - 2
(ankha vich ankha nu rehnde
dil vich thand pende) - 2
o mahiya, khullam khulla, milake jara karle gunaah
(akhiya milake aake dil dhadkade jara
chori chori mujhe apna bana le jara) - 2
(ankha vich ankha nu rehnde
dil vich thand pende) - 2
akhiya milake aake dil dhadkade jara
chori chori mujhe apna bana le jara
thodi si chubhan hai thodi si agan hai thodi si jalan hai
jaga jaga tan hai, bheega bheega mann hai, khilata chaman hai
peeghla hai badan mera, uthata hai kyun dhuwa dhuwa
saanso se aa sehla de, iss tan ka rua rua
o mahiya, khullam khulla, milake jara karle gunaah
(akhiya milake aake dil dhadkade jara
chori chori mujhe apna bana le jara) - 2
(ankha vich ankha nu rehnde
dil vich thand pende) - 2
(akhiya milake aake dil dhadkade jara
chori chori mujhe apna bana le jara) - 2
bedard hai bada dard yeh, kya bolu main hai kahaan kahaan
dil dhadkade jara, apna bana le jara
kas lena tu bahon mein, mar jaaye hum jara jara
o mahiya, khullam khulla, milake jara karle gunaah
(akhiya milake aake dil dhadkade jara
chori chori mujhe apna bana le jara) - 2
(ankha vich ankha nu rehnde
dil vich thand pende) - 2
o mahiya, khullam khulla, milake jara karle gunaah
jara.... karle gunaah
jara...ohh aah ohh.......

Yeh Nazar Aur Yeh Adayein

Yeh Nazar Aur Yeh Adayein
Movie: Ugly Aur Pagli
Singer(s): Shaan, Sunidhi Chauhan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Amitabh Verma
song: pa pa pa pe ra.... pa papa pa pa pa ra....
yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein....
pa pa pa pe ra.... pa papa pa pa pa ra....
yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein....
dhoondhe kiske nishan, pooche kiska pata
tu to nahi woh bata
yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein....
pa pa pa pe ra.... pa papa pa pa pa ra.... - (2)
dil kabhi dhadke, kabhi tadpe, kabhi tarse
kyon aisa sada kehde, koi mujhse yeh chupke se
silan si kyon ho rahi, reshmi jism mein o u o
saans reh reh ke, thami jaye jami jaaye
na jane nigahon mein, saje sapne yeh kiske
kaun woh hai jiske liye, itane betaab hai
yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein
pa pa pa pe ra.... pa papa pa pa pa ra.... - (2)
gungunate jhilmilate jagmagate se
yeh lamhe hai ek pal ke, inhein jee bharke aa jee le
saath mere sab bhool ke, waqt kehta yahi o o ho
paas aa mere, jara sun le jara keh de
haule se sabi baatein, dabi hai dil mein jo tere
khwab tere puchhe jise, mein hu shaayad wahin
(yeh nazar aur yeh adayein, tera dil aur teri bahein....
sab se kehde jara tere dil ka karar, shayad tujhe mil gaya) - (3)

Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun

Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Movie: Love Story 2050
Singer: Shaan, Alka Yagnik
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
song: people please listen to me
this gentleman over here is going recide some meanigful poetry for us
wat? karana malhotra fron sudeny, age 23, current status single
and finally fluttering, no i can' t do this, u can
mausam achanak yeh badla hai kyun
put on its really easy, no way come on, on i cant this is ??
mausam achanak yeh badla hai kyun
mausam achanak yeh badla hai kyun
rut ki yeh aadat hai aur kya kahu
yeh hawa kehati hai kya, kehati hai tu gaaye ja
le chala kaha raasta, aa chale dekhe jara
in phulon mein aisi khusbu hai kyun
yeh dil ke acchchhe hai aur kya kahu, hey hey o u o u o......
mausam achanak yeh badla hai kyun
rut ki yeh aadat hai aur kya kahu
do char din se lagata hai aise
yeh jo jamin hai kitani hasin hai
swarg agar hai toh bas yahin hai, yuun lagata hai kyun
jab jindagi mein har pal khushi ho
masti mein duba har pal koyi ho
toh sab naraze lagate hai pyaare, yeh baat hai yuun
kaliyon mein aati yeh narmi hai kyon
sharmili hoti hai aur kya kahu, hey hey hey o o o.....
mausam achanak yeh badla hai kyun
rut ki yeh aadat hai aur kya kahu
pedo pe chidiya kya ga rahi hain
kya bol hai jo dohara rahi hain
koyi baat hamko samajha rahi hai, yuun lagata hai kyon
gaati hai chidiyan bas itna jaane
jine ke maane unchhi udaane
woh chaahati hain hum bhi yeh maane, yeh baat hai yun
yeh roshani reshami si hai kyun
shaam hone wali hai aur kya kahu, hey hey hey o o o....
mausam achanak yeh badla hai kyun
rut ki yeh aadat hai aur kya kahu
yeh hawa kehati hai kya, kehati hai tu gaaye ja
le chala kaha raasta, aa chale dekhe jara

Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story (Part 1)

Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story (Part 1)
Movie : Love Story 2050
Singer: Shaan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
song: come on sana kabhi toh yes kaho, it is such nice word
why dont you such a simple word y e s yes
tumhaara naam sana hai, yes, tum yaha rehati ho, yes
tum karan ke saathi ghumane jaaogi, yes, tum yahaa se ja rahe ho, yes
no no no no........, come on sana plz say yes, plz
jaane kaisi hai, teri meri yeh love story - (3)
khaabon jaisi hai, teri meri yeh love story
hairat mein hai yeh jindagi, kaisi hai yeh deewaanagi
tumse pal bhar bhi dil duri seh na saka
phir bhi kya jaane kyun, tumse keh na saka
tu hi toh hai meri manjil
jaane kaisi hai, teri meri yeh love story
khaabon jaisi hai, teri meri yeh love story
hairat mein hai yeh jindagi, kaisi hai yeh deewaanagi
duri ka waqt ho, ya waqt ki dooriyan
dono mita na sake kaisi hai yeh daastaan
dil jo maange hoga haasil
jaane kaisi hai, teri meri yeh love story - (3)
khaabon jaisi hai, teri meri yeh love story
hairat mein hai yeh jindagi, kaisi hai yeh deewaanagi

Hey You Lover Boy, Will You Be My Toy

Hey You Lover Boy, Will You Be My Toy
Movie : Love Story 2050
Singer: Alisha Chinoy
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
song:jaayesha, she is tommorows women that yesterday spoke about
she is mistery, she is enigma, woh ek raaj hai
tai ta tai ta tai ta tai tai tai........
hey you lover boy, will you be my toy - (8)
khelu khilauno se phir tod du, ik pal milu agale pal chhod du - (2)
hey you lover boy, will you be my toy - (3)
tai ta tai ta tai ta tai tai tai........
jara jara bhi mujhe toh kabhi, na ishq ho saka na dil kho saka
hosh khone ki aur dil lagaane ki hai yeh baate puraane jamaane ki
bita kal kyun yaad karu, chain main kyun barbaad karu
hey you lover boy, will you be my toy - (3) (tai ta tai ta...)
khelu khilauno se phir tod du, ik pal milu agale pal chhod du - (2)
hey you lover boy, will you be my toy
nayi shaam hai nayi raat hai, toh hone do jo nayi baat hai
jindagi hai abhi, jindagi hai yahin, aur isake siwa jindagi kuchh nahi
jhoom lo jee lo jee bhar ke, paaoge kya koyi ghum dharke
hey you lover boy, will you be my toy - (2)
khelu khilauno se phir tod du, ik pal milu agale pal chhod du - (2)
hey you lover boy, will you be my toy - (3)
hey you.......

Aa Gaya Hoon Main Tumako Sunaane

Aa Gaya Hoon Main Tumako Sunaane
Movie : Love Story 2050
Singer: K.K.
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
song:tumhi ne toh kaha tha, ki sachcha pyaar sabse bada hota hai
kismat se bhi, waqt se bhi
falling in love, i m ?? for u - (2)
aa gaya hoon main tumako sunaane yeah, waqt mein dube dil ke afsaane
aa gaya hoon main tumako sunaane yeah, waqt mein dube dil ke afsaane
kuchh anokhi anokhi si baatein yeah, aur kuchh geet jaane anjaane
aankhon mein hoon laaya, main khaab suhaane
honto pe hoon laaya mastiyon ke main saare taraane yeah
aur kuchh geet jaane anjaane
aa gaya hoon main tumako sunaane yeah, waqt mein dube dil ke afsaane
kuchh anokhi anokhi si baatein yeah, aur kuchh geet jaane anjaane
u r falling in luv with stranger, with stranger, u r falling in luv..
falling in love, i m ?? for u - (2)
(tum jo kaho toh saare raaste main sitaaron se jagmagaadu
tum jo kaho tumhaare waaste, moti pyaar ke main barsa du) - (2)
leke aaya hoon main yeh khajaane -2, yeah aur kuchh geet jaane anjaane
aa gaya hoon main tumako sunaane yeah, waqt mein dube dil ke afsaane
aankhon mein hoon laaya, main khaab suhaane
honto pe hoon laaya mastiyon ke main saare taraane yeah
aur kuchh geet jaane anjaane
aa gaya hoon main tumako sunaane yeah, waqt mein dube dil ke afsaane
kuchh anokhi anokhi si baatein yeah, aur kuchh geet jaane anjaane
ta tak dhin ta dhin..... ta dhin ta na ... takida takida takida ta dha
u r falling in luv with stranger, with stranger, u r falling in luv..
shyam hote hi badhati jaati hai, dil ki betaabiya
chhup sakengi na abb tumhaari, na meri bechainiya
jaane kya anjaam paaye daastaan
u r falling in luv with stranger, with stranger, u r falling in luv..
tumhi toh ho meri nindon mein, mere khaabon mein tumhi ho
tumhi toh ho mere sawaalon mein, mere jawaabon mein tumhi ho
jaano dil main laaya hoon lutaane -2, yeah aur kuchh geet jane anjaane
aa gaya hoon main tumako sunaane yeah, waqt mein dube dil ke afsaane
aankhon mein hoon laaya, main khaab suhaane
honto pe hoon laaya mastiyon ke main saare taraane yeah
aur kuchh geet jaane anjaane
aa gaya hoon main tumako sunaane yeah, waqt mein dube dil ke afsaane
kuchh anokhi anokhi si baatein yeah, aur kuchh geet jaane anjaane

Sach Kehana Sach Sach Kehana

Sach Kehana Sach Sach Kehana
Movie : Love Story 2050
Singer: Kunal Ganjawala
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
song: i know what you looking for, me, mm hmm
i am smart, i am definately sexy, o
i can make u laugh, i am strong
bas pyaar vyaar ka thoda problem hai
par i will come all out of it
stop it karan, its the truth
come on its the truth, stop it, its the truth u know it
sach kehana, sach kehana
sach kehana, sach kehana
sach sach sach sach, (sach kehana sach sach kehana -2)
mujhe dekhake tumako aisa lagata hai ke nahi
ke jo tumse kal pyaar kare, jo tumase kal ikaraar kare
woh ya to mere jaisa ho (ya main hoon, haan main hoon -4)
ho ho ho ho ho.....
(sach kehana sach sach kehana -2)
mujhe dekhake tumako aisa lagata hai ke nahi
ke jo tumse kal pyaar kare, jo tumase kal ikaraar kare
woh ya to mere jaisa ho (ya main hoon, haan main hoon -4)
ho ho ho ho ho.....
sach kehana, sach kehana
(tumako yeh armaan hai ke nahi
mil jaye koyi tumko kahin) - (2)
palake jo bichaaye raahon mein, phir tumko lekar baahon mein
dheere se kahem tum meri ho, (mere paas raho -2)
sach kehana sach sach kehana - (2)
mujhe dekhake tumako aisa lagata hai ke nahi
jo tumase aisi baat kahe, jo tumase itane paas rahe
woh ya to mere jaisa ho, ((ya main hoon, haan main hoon -4)
ho ho ho ho ho.....
all right lets kick in, o, o yeah
sach kehana, sach kehana
tum yeh kaho ya tum na kaho, chahati ho koyi deewaana ho - (2)
jo git tumhaare hi gaaye, jo tumako paake kho jaaye
tumako chaahe bas tumako hi, tumako dekhe bas tumako hi
sach kehana sach sach kehana - (2)
mujhe dekhake tumako aisa lagata hai ke nahi
ke jo tumse kal pyaar kare, jo tumase kal ikaraar kare
woh ya to mere jaisa ho (ya main hoon, haan main hoon -4)
ho ho ho ho ho.....
sach kehana, sach sach kehana

Milo Na Milo Main Milane Aaunga

Milo Na Milo Main Milane Aaunga
Movie : Love Story 2050
Singer: Shaan
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
song: as you say sunshine, sunshine
kaha se dhundkar laate ho tum yeh sab prachin words
jaha se main aaya hoon, o toh aap yahaan kya lene aaye hai
pyaar, just it it, hamaari duniya mein pyaar vyaar nahi hota
toh shaayad aapko khaali haath jaana padega, you know
what? the part is over?
milo na milo main milane aaunga
kaho na kaho -2, o main kehata jaaunga
suno na suno -2 o main to sunaunga dil kehta hai kya
mera dil yeh tumase kahe, koyi duri kab tak sahe
yeh faasla kab tak rahe kareeb aa
milo na milo main milane aaunga
kaho na kaho -2, o main kehata jaaunga
suno na suno -2 o main to sunaunga dil kehta hai kya
mera dil yeh tumase kahe, koyi duri kab tak sahe
yeh faasla kab tak rahe kareeb aa
dekho na dekho meri inn aankhon mein
khawabon ki sau tasvire hai
jaano na jaano dono ke haathon mein
yaadon ki kuch janjire hai
chalo na chalo raste bulate hain
chhupo na chhupo -2, tuhme dekhe jaate hai
maano na maano -2 tumko manate hai main aur meri wafa
mera dil yeh tumase kahe, koyi duri kab tak sahe
yeh faasla kab tak rahe kareeb aa
maano na maano tumko yeh lagata hai
main hoon jaana pehchaana sa
bolo na bolo najaron se banata hai
dheere dheere afsaana sa
koyi na koyi rasta niklana tha
kabhi na kabhi -2 ghum ko phighalana tha
kahin na kahin -2 jo phul khilana tha, lo woh khil hi gaya
mera dil yeh tumase kahe, koyi duri kab tak sahe
yeh faasla kab tak rahe kareeb aa

Meelon Ka Jaise Tha Faasala - 1

Meelon Ka Jaise Tha Faasala - 1
Movie : Love Story 2050
Singer(s): K.K., Alka Yagnik
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
song: bas ek baar -2 aur mil jaaye mujhe
just once, phir kabhi isse apne se dur nahi jaane dunga
(milon ka jaise tha faasala, sadiyon ka jaise tha raasta
anjaan tha dil ke hona hai kya
phir bhi mujhe lagata hai yeh, hamko toh milana hi tha) - (2)
milon ka jaise tha faasala.....
mujhe mera junuun aakhir, kaha se hai kaha laaya
jise khaabon mein tha dekha use raahon mein hai paaya
itana na chaaho yuun na saraaho, kal mil na paaye toh jaane kya ho
kabhi na kehana aisa tum, abb tum na hona gum
milon ka jaise tha faasala, sadiyon ka jaise tha raasta
anjaan tha dil ke hona hai kya
phir bhi mujhe lagata hai yeh, hamko toh milana hi tha
milon ka jaise tha faasala.....
jo tum dekho toh dil pighale, jo dil pighale najarein jhuke
jhuki najarein toh tan machale, jo tan machale saansein ruke
pura deewaana main ho gaya hoon, paaya tumhein toh main kho gaya hoon
kabhi na kehana aisa tum, abb tum na hona gum
milon ka jaise tha faasala, sadiyon ka jaise tha raasta
anjaan tha dil ke hona hai kya
phir bhi mujhe lagata hai yeh, hamko toh milana hi tha

Wednesday, July 2, 2008

Hari Om... Ishq Ka Rog Laaga Jiya Ko

Hari Om... Ishq Ka Rog Laaga Jiya Ko
Movie: Dhoom Dadakka
Singer: Sunidhi Chauhan
Music Director: Roop Kumar Rathod
Lyricist(s): Shaqeel Azmi & Praveen Kumar Ashk
song: hari om.......
ishq ka rog laaga - 3
laaga jiya ko ishq ka rog laaga
o ishq ka rog laaga, laaga jiya ko ishq ka rog laaga
jaake bataaye koyi mere piya ko -2
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om - 8
karvat badalake raate gujaaru
apane piya ka rasta nihaaru
aankhon mein teri bijali si chamake
saanson mein meri shola sa lapake
karvat badalake raatein gujaaru
raatein gujaaru, raatein gujaaru
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om - 8
pighale jawaani banake pasina
garmi ka mausam jaaye kabhi na
chaahat ka paara nas nas mein dole
saare badan mein masti si ghole
pighale jawaani banake pasina
banake pasina, banake pasina
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om - 8
ishq ka rog laaga, laaga jiya ko ishq ka rog laaga - (2)
jaake bataaye koyi mere piya ko -2
jale jale tan, jale jale mann -2
jale mera tan mann jaise mom
hari om hari om........

Jhini Jhini Si Yeh Subah

Jhini Jhini Si Yeh Subah
Movie : Sarkar Raj
Singer(s): Roop Kumar Rathod, Shweta Pandit
Music Director: Bapi-Tutul
Lyricist: Prashant Pandey
song: jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein - (2)
neend se jaage kitani soye yeh aankhen
gulaabi aasmaan sajate meri aankhon mein
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
o o o jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
juganu se jalate hai tere diye hai, rang yeh kitane saare
paniyo pe lehrate hai, bhigati shab ke taare
surmayi se lage roop nikhare huye
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
o o o jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
jhini jhini - (6)
chupke chupke raat se chhupake ghar yeh aane laga hai
aas se bhige chaurbaro ko chhuke jaane laga hai
ugata suraj mujhe gungunaane laga
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
o o o jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein

Jalwa Re Jalwa

Jalwa Re Jalwa
Movie : Sarkar Raj
Singer(s): Kailash Kher, Sunayana Sarkar Dasgupta
Music Director: Bapi-Tutul
Lyricist: Prashant Pandey
song: re jalwa re jalwa re.... tera jalwa
jalwa re tera jalwa
jalwa tera jalwa (jalwa re), jalwa tera jalwa
jalwa..... (jalwa re jalwa, tera jalwa jalwa re jalwa -2)
teri chhainya sukun jindagi ka, tera uajaala jal ke khaak ho gayi raakh
govinda govinda govinda govinda govinda.....
ek naam tera gunjati har disha, har koyi keh raha govinda
govinda govinda govinda govinda govinda.....
saam daam dand bhed - (2)
tujhase hi sur saare, tujhase hai sargam
tujhase hi saakaar rup govinda jeevan
jalwa re jalwa, tera jalwa jalwa re jalwa re - (2)
ek naam tera darbadar bas raha ban gaya aasara
saam daam dand bhed - (8)
govinda govinda govinda govinda govinda.....
tu hi hai aajhaadi, tu hi hai samrpan
tujhase hi saakaar rup govinda jeevan
jalwa re jalwa, tera jalwa jalwa re jalwa jalwa.......
govinda govinda govinda govinda govinda..... (jalwa)
govinda govinda govinda govinda

Jalate Raawan

Jalate Raawan
Movie : Sarkar Raj
Singer: Abhishek
Music Director: Bapi-Tutul
Lyricist: Prashant Pandey
song: akhabaaron mein dikhate hain
roj subah ghar se yeh nikalate hai
insaano mein har dil mein (jalate jalate jalate raawan -2)
harsu ugati deewaarein kya karein ho ho
pairo ke niche dabate aasmaano mein, dekhate dekhate kho gaye sapne
saanson ki kachchi dori se ho o o, banati hai simaaye ho ho ho
aankhon ke behate paani pe ho ho o, bikati hai aashaayein ho o o
gehare gehare iss shehar ke maayino ke bhanvar - (2)
dekhate dekhate kho gaye sapne
akhabaaron mein dikhate hain
roj subah ghar se yeh nikalate hai
insaano mein har dil mein (jalate jalate jalate raawan -2)
harsu ugati deewaarein kya karein ho ho
pairo ke niche dabate aasmaano mein, dekhate dekhate kho gaye sapne
akhabaaron mein

Pyaar Ke Liye

Pyaar Ke Liye
Movie : Thoda Pyaar Thoda Magic
Singer: Shankar Mahadevan
Music Director: Shankar Ehsaan Loy
Lyrics: Prasoon Joshi
song: kabhi socha hai kay barish kinyu
aaye kinyu geet bewajah otho pe aaye kinyu achhi lage
talwo me lahre kinyu bahake kadam
ik pal na tahare ye sab ishare hai
sang jo hamare hai dil ne saware hai pyaar ke liye
dil ki shakho pe chalete hai kinyu
zhule khushbu kinyu kisiki sanso ko na bhule
oot thar thrate kinyu par na batate kinyu
unki nanukur bhi hai pyar ke liye
kabhi socha hai kay barish kinyu aaye kinyu
geet bewajah othope aaye ye sab ihsare hai
sang jo hamare hai dil ne saware hai pyaar ke liye
aisa kinyu lage hai jaise kuch adhura
wo chand hai mukammal kinyu na lagta pura
aankho ki khwabo ke moti hai
moti tarsate hai pyar ke liye
kabhi socha hai kay barish kinyu aaye kinyu
geet bewajah othope aaye ye sab ihsare hai
sang jo hamare hai dil ne saware hai pyaar ke liye

Nihaal Ho Gayi (Dj Aqeel Remix)

Nihaal Ho Gayi (Dj Aqeel Remix)
Movie : Thoda Pyaar Thoda Magic
Singer(s): Shankar Mahadevan
Music Director: Shankar Ehsaan Loy
Lyricist: Prasoon Joshi
song:sidhi sapat zindagi bawal ho gayi sidhi sapat zindagi bawal ho gayi
teri ik najarse tere ik najarse zingagi nihaal ho gayi nihaal ho gayih
zisko mai bheed khatha thaw o log ho gaye jisko sadak samja tha wo rah who gayi
chamakiti aansama me gol cheez chand ho gayi
wo teri ik najase teri ik najarse daliyo me zhomthi wo rang fool ho gayi
khushbuonse sans mala mal ho gayi wo teri ik najarse zingagi nihaal
ho gayi nihaal ho gayi nihaal nihaal
ik hawa jo pas aayi to zhoka kaha use pani jo barsene laga rimzim kaha use
ootoko modneko muskurate kaha
wo teri ik najase teri ik najarse badla mahina to naya mausam kaha use
sur naya naya nayi nayi sitar ho gayi
wo tere ik najarse tere ik najarse zingagi nihaal ho gayi nihaal ho gayi
sidhi sapat zindagi bawal ho gayi sidhi sapat zindagi bawal ho gayi
wo tere ik najarse tere ik najarse zingagi nihaal ho gayi nihaal ho gayi
wo teri ik najrse wo teri ik najarse

Lazy Lamhe (Dj Aqeel Remix

Lazy Lamhe (Dj Aqeel Remix)
Movie or Album: Thoda Pyaar Thoda Magic
Singer(s): Anusha Mani
Music Director: Shankar Ehsaan Loy
Lyricist(s): Prasoon Joshi
SONG: sarak sarak se dekho ye lazy lamhe jo chalde khisak khisak se ye dekho lazy lamhe
kaise ye khumari dekho ye lazy lamhe palke bhari bhari ye lazy lamhe
gila chod hato ungliya phira hasrate badan pe likh ja dhadkan hai
thairisi sanse hai gherisi ye lazy lazy lamhe lazy lamhe
sarak sarak se dekho ye lazy lamhe chalde khisak khisak se ye dekho lazy lamhe
kaise ye khumari dekho ye lazy lamhe palke bhari bhari ye lazy lamhe
ye lazy lazy lamhe lazy lamhe ye lazy lazy lamhe lazy lamhe
ye lazy lazy lamhe lazy lamhe ye lazy lazy lamhe lazy lamhe
rut hai rut ise tham le jara jam ? hai agal me mausam jam re jara
rut hai rut ise tham le jara jam ? hai agal me mausam jam re jara
arju ki tammna hai to annkose to pe aarju pighale de aur holey holey pe sharabi harmat
hai bhaikisi sargam hai ye lazy lazy lamhe lazy lamhe ye lazy lazy lamhe lazy lamhe...
mood pe kamar ke koi dil dhund le ooto ke karib manjil dhund le
mood pe kamar ke koi dil dhund le ooto ke karib manjil dhund le
nashilasa koi manjar dhund le julfo ke pass ik ghar dhund le
reshmasa ghunha na kar lazy lahme gunghat me aisi chaha kar
ye lazy lazy lamhe lazy lamhe ye lazy lazy lamhe lazy lamhe
sarak sarak se dekho ye lazy lamhe chalde khisak khisak se ye dekho lazy lamhe
kaise ye khumari dekho ye lazy lamhe palke bhari bhari ye lazy lamhe
gila chod hato ungliya phira hasrate badan pe likh ja dhadkan hai thairisi sanse hai gherisi
ye lazy lazy lamhe lazy lamhe ye lazy lazy lamhe lazy lamhe
ye lazy lazy lamhe lazy lamhe ye lazy lazy lamhe lazy lamhe

Bulbula Bulbula Are Main To Albela

Bulbula Bulbula Are Main To Albela
Movie: Thoda Pyaar Thoda Magic
Singer(s): Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan
Music Director(s): Shankar Ehsaan Loy
Lyricist: Prasoon Joshi
song: mukhse mano kahli dilse bilku bachhi hai mufat hai par sachhi hai
natkhat hai par achhi hai wo ban jaye wo sabse bholi ban jaye wo addat se baj na aaye
kuch bhi na chupaye dil me jo hai wo dikhaye bas usi me fas jaye wo
mai bulbula kinyu koi mujko haat lagaye wo khula khula aansma bhi dekho mujko bulaye
hai ye zindagi khunshi jo mai lutau hasna jo mai shikhau chalo
bul bula bul bula are mai to bulbula chuna na muje bas holey se bula bul bula..
bul bula bul bula are mai to albela chuna na ghusse muje bas holey se bula bul bula..
rituonke ghungru paao me thirak thirak kinyu na jaau mai hunhu mastise gaau mai
machal machal phir kinyu na gaau mai iske bin ronak kahan buji buji soyi soyi si dhadkan
wo sou chae umeedse iske bina suna suna hoga gul
ye ahesas ho muje rokna shikwe sab mita le sang gun gun bul bula ..
bul bula bul bula are mai to albela chuna na ghusse muje bas holey se bula bul bula..
bul bula bul bula are mai to albela chuna na ghusse muje bas holey se bula bul bula

Beete Kal Se

Beete Kal Se
Movie: Thoda Pyaar Thoda Magic
singer(s): Shreya Ghoshal, Sneha Suresh
music director: Shankar Ehsaan Loy
Lyricist: Prasoon Joshi
song: zule sitare ki nok nok haatoko khinchk`e hum
chahe to chand rakhle hum tiffinme man me jo soch le hum - (2)
aaya hai door pardesh pe jayenge door tak
hum dekhengi duniya jalwae hamari
beete kalse hum ko shikh jana hai naye kal ki kal kal se pal pal sajana hai ...
indians and dogs not allowed ye kisne
likha didi kal jinhone ye likha wo aaj ye jante hai
suraj apni mutthi me hai kul bula raha
naya savera ris ris ke bahar hai aa raha
talwose kaheti hai manjil muje
uta lo waqt tumhara hai kismat ko gale kag lo
abhi to sabko dhoon par apni re nachayenge hum
dekhegi duniya jalwe hamari yu jagmagyenge hum
beete kalse hum ko shikh jana hai naye kal ki kal kal si pal pal sajana hai ...
didi sab kahete hai hum aage ja rahe mager kya
hum sab aage ja rahe hai ya sirf kuch log
bhaut sahi saawal pucha apne
gard me musko to muskan nahi hai sabko
pank na mil paye toda nahi hai
bas meri aangan aaye aisi dhoop na chahiye
bas meri fitri parda aisi barish na chaiye
jisper sabke rang wo tasbir banaynge hum dekhengi
duniya jalwae hamari yu jagmagayenge hum
beete kalse hum ko shikh jana hai naye kal ki kal kal se pal pal sajana hai ...